Results 1 to 4 of 4

Thread: Titliyon k mausam main nochna gulabon ka

  1. #1
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    3,397
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474856

    Default Titliyon k mausam main nochna gulabon ka

    Titliyon k mausam main nochna gulabon ka
    reet iss nagar ki hai aur janay kab se hai

    sheher k ye bashinde nafraton ko bo ker bhi
    intazar kerte hain fasl ho mohabbat ki

    bhool ker haqeeqat ko dhoondna sarabon ka
    reet is nagar ki hai aur jane kab se hai

    abhi tum naye ho na isi liye pereshan ho
    aasman ki jaanib iss tarha se mat dekho

    aafatain jab aani hoon tootna sitaroon ka
    reet iss nagar ki hai aur jane kab se hai

    khamshi mera sheva guftagoo hunar uss ka
    meri begunahi ko loag kese manain **

    baat baat per jab k maangna hawalon ka
    reet iss nagar ki hai aur jane kab se hai

    ajnabi fizaoon main ajnabi musaafir se
    apne har ta'aluq ko daayemi samajh lena

    aur jab bichar jana...mangna duaaoon ka
    reet is nagar ki hai aur jane kab se hai


  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Titliyon k mausam main nochna gulabon ka

    ji janab reet is nagar ki hai

    may aal da time fav ........

    tnx 4 sharing

  3. #3
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Titliyon k mausam main nochna gulabon ka

    Quote Originally Posted by HiDdEn WoRdS View Post
    Titliyon k mausam main nochna gulabon ka

    reet iss nagar ki hai aur janay kab se hai

    sheher k ye bashinde nafraton ko bo ker bhi
    intazar kerte hain fasl ho mohabbat ki

    bhool ker haqeeqat ko dhoondna sarabon ka
    reet is nagar ki hai aur jane kab se hai

    abhi tum naye ho na isi liye pereshan ho
    aasman ki jaanib iss tarha se mat dekho

    aafatain jab aani hoon tootna sitaroon ka
    reet iss nagar ki hai aur jane kab se hai

    khamshi mera sheva guftagoo hunar uss ka
    meri begunahi ko loag kese manain **

    baat baat per jab k maangna hawalon ka
    reet iss nagar ki hai aur jane kab se hai

    ajnabi fizaoon main ajnabi musaafir se
    apne har ta'aluq ko daayemi samajh lena

    aur jab bichar jana...mangna duaaoon ka

    reet is nagar ki hai aur jane kab se hai

    Dost Ye Ghazal To Kuch Ulti Seedhi Ho Gayi

    Sahi Ghazal Ye Hai



    185 - Titliyon k mausam main nochna gulabon ka
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  4. #4
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Titliyon k mausam main nochna gulabon ka


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •