Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 26

Thread: ***dil Ki Aik Yaad***

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    PAKISTAN
    Age
    38
    Posts
    189
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    22

    Default ***dil Ki Aik Yaad***

    ASSALAMUALAIKUM TO ALL SD MEMBERS

    kesay hain aap sab?umeed hay theak hongay khsush baash hongay ...
    tu jaanab aaj baithay baithay kuch zehan main aayaa tu socha kyun na ye silsila SD pay shuru kiya jaye.umeed hay ap sab ko pasand aaye ga.tu doston yahan aap share karain gay koe aisi bat koe aisa qissa jo aap k dil main aaj bhi roz-e-awwal ki terhan mehfooz hay ..koe aisi baat jisnay aap ki zindagi ko aik turning point diya jisay aap kabi bhula nahi sakain gay.hasna rona dukh sukh sab zindagi ka aik aiham hissa hy tu share kijye ham say apnay "DIL KI AIK YAAD".

    tu shuru mai hi kakarti hon....

    yeh yad aik bohat nanhay wajood say juri hay ..29 JUlY2006 ..aik pari k aanay ki khushkhabri mili ..aik nanha sa farishta jissay chutay howay dar bhi lagta or maza bhi aata ..aik masuom pari jo hamari thee jis k chotay chotay say haath gulaab ki pankhari say hont bari bari aankhain kholay wo os wqt mujahy hi daikh rahi thee kyun k meri goud main jo thee...aik dam say sab khubsurat lagnay laga ...meri jaan hay osmain ..wo koe or nahi meri bhaanji hay BAKHTAWER. yeh din meri zindagi ka sab say khubsurat din tha or hamesha yaad rahay ga mujhay ..bohat kuch hy os k baray main batanay ko ..magar likh nahi paongi itna ...bas Allah pak os ko sehat wali zindage day ameen summa ameen.
    yeh thee meray DIL KI AIK YAAD
    ab aap btayen
    intizaar rahay ga
    duaaon main yaad rakhiye ga

    kAinAt
    *kAbhi shAAm dhAlAy merAy dil mAin utro*

    kAinAt

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Sarkon Par...!!!
    Age
    47
    Posts
    1,657
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    w/salaam...!!!
    hmm khubsurat silsala shuru kiya hai tum ne bachey...
    aur yaad bhi bohut khusrat lagi jo tum ne share ki hai...!!!

    @ topic
    well mujhey yaad hai woh din jab meri aaameen hui thi.me saudia mai tha unn dino aur quran pak bhi me ne waheen aik masjid mai perhna seekha tha.merey qari saab pakistani hi they.yeh aaj se taqreeban 20 saal purani baat hai.uss time me 6th class mai tha aur meri age 11 saal thi.phir isi kari se juri aik aur yaad yeh uss waqat se taqreeban 3 saal k baad ki hai me pakistan aya hua tha tab merey qari saab bhi pakistan aye huey they.woh khas tor per merey gher aye aur unhon ne mujhey aik khubsurat quran-e-pak ka tohfa diya jis mai terjuma aur mukhtasir tafseer bhi hai...!!!

    yeh tu aik yaad hai jo mujhey roz-e-awal ki terah aaj bhi yaad hai aur iss k ilawa bhi kai yaden hain jo mujhey aaj bhi esey hi yaad hain jesey abhi kuch der pehley hi beeti hon.woh bhi agar kabhi moqa laga tu share keron ga insha ALLAH...!!!
    ~AawarA GambleR~

  3. #3
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    PAKISTAN
    Age
    38
    Posts
    189
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    22

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by ~AawarA~ View Post

    bohat shukriya response ka bhaie...ap ki post ya reply parh k hamesha bohat acha lagta hay bohat acha tohfa diya qari saahab nay aapko.....mujhay aap ki sharing ka intizaar rahay ga bhai
    allah hafiz
    *kAbhi shAAm dhAlAy merAy dil mAin utro*

    kAinAt

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Sarkon Par...!!!
    Age
    47
    Posts
    1,657
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by kainat View Post
    bohat shukriya response ka bhaie...ap ki post ya reply parh k hamesha bohat acha lagta hay bohat acha tohfa diya qari saahab nay aapko.....mujhay aap ki sharing ka intizaar rahay ga bhai
    allah hafiz
    hmm...!!!
    u r bery belcome bachey...
    insha ALLAH waqtan fa waqtan sharing kerta rahon ga me...
    khush raho...
    ~AawarA GambleR~

  5. #5
    Join Date
    Mar 2008
    Posts
    347
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by kainat View Post
    bohat shukriya response ka
    mere response ka shukriya kyoon nahi ada kia gaya
    In three words, I can sum up everything I have learned about life!

    IT GOES ON

  6. #6
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    United Arab Emirates
    Age
    38
    Posts
    674
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by munda_sialkoty View Post
    mere response ka shukriya kyoon nahi ada kia gaya
    q k aaap chips kha rahay thay aur un se poocha bhi nahin is ilye

  7. #7
    Join Date
    Mar 2008
    Posts
    347
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by baqarkashmiri View Post

    Tum se kis ne poocha
    In three words, I can sum up everything I have learned about life!

    IT GOES ON

  8. #8
    Join Date
    Mar 2008
    Posts
    347
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by kainat View Post
    ASSALAMUALAIKUM TO ALL SD MEMBERS

    kesay hain aap sab?umeed hay theak hongay khsush baash hongay ...
    tu jaanab aaj baithay baithay kuch zehan main aayaa tu socha kyun na ye silsila SD pay shuru kiya jaye.umeed hay ap sab ko pasand aaye ga.tu doston yahan aap share karain gay koe aisi bat koe aisa qissa jo aap k dil main aaj bhi roz-e-awwal ki terhan mehfooz hay ..koe aisi baat jisnay aap ki zindagi ko aik turning point diya jisay aap kabi bhula nahi sakain gay.hasna rona dukh sukh sab zindagi ka aik aiham hissa hy tu share kijye ham say apnay "DIL KI AIK YAAD".

    tu shuru mai hi kakarti hon....

    yeh yad aik bohat nanhay wajood say juri hay ..29 JUlY2006 ..aik pari k aanay ki khushkhabri mili ..aik nanha sa farishta jissay chutay howay dar bhi lagta or maza bhi aata ..aik masuom pari jo hamari thee jis k chotay chotay say haath gulaab ki pankhari say hont bari bari aankhain kholay wo os wqt mujahy hi daikh rahi thee kyun k meri goud main jo thee...aik dam say sab khubsurat lagnay laga ...meri jaan hay osmain ..wo koe or nahi meri bhaanji hay BAKHTAWER. yeh din meri zindagi ka sab say khubsurat din tha or hamesha yaad rahay ga mujhay ..bohat kuch hy os k baray main batanay ko ..magar likh nahi paongi itna ...bas Allah pak os ko sehat wali zindage day ameen summa ameen.
    yeh thee meray DIL KI AIK YAAD
    ab aap btayen
    intizaar rahay ga
    duaaon main yaad rakhiye ga

    kAinAt

    Hmmm, kafi waqeyaat hein meri zindagi mein jo nakabl-e-framoosh hein. Sub se bara to Mera cousin jo mera best friend tha, us ka murder hua aur us ne mere haathon mein dum toora, I can't forget.

    6th class mein inter schools competitions start huay. jis mein Sialkot ke 8, 10 achay school ne hissa liya, aur sub schools ke students ke mushtarka exams huay. Jis din result out hona tha us din mera Kidney ka operation hua, mere ghar walay bhi hospital mein thay. Jub hoosh aaya to mere school ki principal aur staff mera pata lene aaya hua tha aur mujay congrats kaha gaya, as I got first position in all schools. Perhai mein hameesha mein top per he raha, but that was very special event for me.
    In three words, I can sum up everything I have learned about life!

    IT GOES ON

  9. #9
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    United Arab Emirates
    Age
    38
    Posts
    674
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by kainat View Post
    ASSALAMUALAIKUM TO ALL SD MEMBERS

    kesay hain aap sab?umeed hay theak hongay khsush baash hongay ...
    tu jaanab aaj baithay baithay kuch zehan main aayaa tu socha kyun na ye silsila SD pay shuru kiya jaye.umeed hay ap sab ko pasand aaye ga.tu doston yahan aap share karain gay koe aisi bat koe aisa qissa jo aap k dil main aaj bhi roz-e-awwal ki terhan mehfooz hay ..koe aisi baat jisnay aap ki zindagi ko aik turning point diya jisay aap kabi bhula nahi sakain gay.hasna rona dukh sukh sab zindagi ka aik aiham hissa hy tu share kijye ham say apnay "DIL KI AIK YAAD".

    tu shuru mai hi kakarti hon....

    yeh yad aik bohat nanhay wajood say juri hay ..29 JUlY2006 ..aik pari k aanay ki khushkhabri mili ..aik nanha sa farishta jissay chutay howay dar bhi lagta or maza bhi aata ..aik masuom pari jo hamari thee jis k chotay chotay say haath gulaab ki pankhari say hont bari bari aankhain kholay wo os wqt mujahy hi daikh rahi thee kyun k meri goud main jo thee...aik dam say sab khubsurat lagnay laga ...meri jaan hay osmain ..wo koe or nahi meri bhaanji hay BAKHTAWER. yeh din meri zindagi ka sab say khubsurat din tha or hamesha yaad rahay ga mujhay ..bohat kuch hy os k baray main batanay ko ..magar likh nahi paongi itna ...bas Allah pak os ko sehat wali zindage day ameen summa ameen.
    yeh thee meray DIL KI AIK YAAD
    ab aap btayen
    intizaar rahay ga
    duaaon main yaad rakhiye ga

    kAinAt
    Bohat acha silsala shuroo kiya ha hum bhi karin gay participate...
    wait for that..

  10. #10
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    PAKISTAN
    Age
    38
    Posts
    189
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    22

    Default Re: ***dil Ki Aik Yaad***

    Quote Originally Posted by baqarkashmiri View Post
    Bohat acha silsala shuroo kiya ha hum bhi karin gay participate...
    wait for that..
    hmmmm mujahy intizaar rahay ga k aap apnay dil ki konsi yaad ko share kartay hain ...
    *kAbhi shAAm dhAlAy merAy dil mAin utro*

    kAinAt

Page 1 of 3 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •