achi sharing hia
naam nahi pata..
Peshe Khidmet :
Do ghari mayasser ho unka hum safer hona
Phir hamain gavara hai der-bader hona.
Ek aazabe-pahem hai aise daure-bahshet main
Zindgi ke chehre per apna chasme-ter hona.
Ab to unke chahre pe bepana chehre hain
Kya ajab neymet thi verna bekhaber hona.
Unke vasl ki saahet hum pe aaye to jana
Kis ghari ko kehte hain khwab main baser hona.
*******
Jo Dost is gazal ke shaayer ka naam batainge
(subse pahle) unhe mooh-maanga Enaam.
achi sharing hia
naam nahi pata..
Shukriya Mohterma gazal pasand
ki aapne per shayer ka naam na
bataya or jaan boojh ker nahi bataya.
Main batata huin- Parveen Shakir.
Sahiba, ye bahut lajawab kalaam
hai Parveen ka per samajh nahin aata
avoid kyon kerte hain achhe alfaaz
wali ko, bhaijaan aur Appoji (not U).
Ye akser maine note kiya hai.
Anyway, since u hav approved, its
enough. Acha G, Khudahafiz.
nice sharing...............
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!