Page 4 of 27 FirstFirst ... 2345614 ... LastLast
Results 31 to 40 of 266

Thread: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

  1. #31
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    Quote Originally Posted by Silly View Post

    lo ji ub aate hen maze maze ki baton ki tarf,

    Aap to eik din ki ho na, So aap ne kiya saocha hey bare ho ke kiya kya kerna hey?
    yeh maze ki bat thi tu serious kaisi hogi
    maine acha insan ban'na hai aur apni pehchan bana'ni hai
    to is men me ka kiya qasoor ager nhi dekhi to. aap un ko gussa dilwao to dekho phir tail ki dhaar
    aahoo yeh tu sahi kaha u ne dilao tu ata haina aise thori mai ajata hai
    Wo feeder nhi peeti wo to attack matack hey, battary pe hey, Made in China

    Sheem is ko plz eik minut ke liye apni seat pe bitha do, is ki to choonch bund ho, pata nhi yeh me ko kahah se tohfa men mil gai hey.
    meri tu koi seat hi nahi hai iski chonch lagi hoi hai u ko wall clock se nikalne ko kis ne kaha tha ab bhugto

  2. #32
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    Quote Originally Posted by aashi7 View Post
    aaja silly aaja

    k,haan chup gya hay bhirron k chhtay main haath day k

    aa aaj tou teri hoob band bjnay waali hay

    me say km izzat hoti thi k ya u ki? jo is 440 wwat k jhtkay say bhi pnnga lay liya hay??????
    440 watt ka kon hai idar mai tu masoom hon

    u us se aise lar rhe ho jaise u ki pencil choro karke bhaga ho

  3. #33
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    Pakistan
    Posts
    1,551
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    36 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    nhhi yeh me ka gustaah muwaakil hay

    is liye

    me jb tk iss ko jlla k bhssm nhi kr doon gi

    chain say nhhi bethoon gi
    I am fine , it only hurts when i breathe

  4. #34

    chllllllllllllo g.....tb tou me bhi aap jesi hi aik msoom bcchi hoon
    I am fine , it only hurts when i breathe

  5. #35
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    Lahore
    Posts
    1,043
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    yeh maze ki bat thi tu serious kaisi hogi
    maine acha insan ban'na hai aur apni pehchan bana'ni hai
    Pehchaan? yeh kaise hogi?
    (20 saal ke baad)
    wo dkeho Aunty Sheem ja rhi hen, Me ki gali men rehti hen, her wqt chup chup si rehti hen, pata nhi kiya saochti rehti hen,
    ur wo dekho saath in ke wo jo burqe men chup chup ke ja rhi hen na wo Anty Naz hen, Wo bara marti hen bachon ko, me to in ko dekh ke hi chup jata hon,
    meri tu koi seat hi nahi hai iski chonch lagi hoi hai u ko wall clock se nikalne ko kis ne kaha tha ab bhugto
    Oho jhooti mooti ki seat bana lo na ur is ko de do, khush ho jaeigi bechari, kitti umeed laga ke beithi hoi hey, me ko is pe bara tars aata hey, per kiya kron is ke liye kuch ker bhi nhi skta na.

    aahoo yeh tu sahi kaha u ne dilao tu ata haina aise thori mai ajata hai
    Me ne bhi dekhna hey gussa per abhi nhi, kisi ur din tang kronga ur dekhonga, abhi to me dekh lon keh sheem jee ander se kaisi hen.

    Is ko barli lambi choonch lagi hey, me ne khud dekhi hey, Wall clock se me nikla nhi is ne me ko nikal liya tha, pata nhi meri qismet men yehi tohfa kion likha tha,

    440 watt ka kon hai idar mai tu masoom hon

    u us se aise lar rhe ho jaise u ki pencil choro karke bhaga ho
    Hahahah u ho na 440 volt, u ko nhi pata jis ne bhi u ko haath lagaya us ne hum ko yehi bola keh is se door hi rehna, Isi liye to me door door rehta hon,

    Me is ki pencil chura ke nhi bhaga bulkeh me hi is ki pencil hon,

  6. #36

  7. #37
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    Lahore
    Posts
    1,043
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    nhhi yeh me ka gustaah muwaakil hay

    is liye

    me jb tk iss ko jlla k bhssm nhi kr doon gi

    chain say nhhi bethoon gi
    Sheem is ki baton men nah aana. yeh to pagal hey, aise hi behki behki baten kerti hey,
    chote hote is ke ser pe chot lagi thi na, isi ka aser hey,

    chllllllllllllo g.....tb tou me bhi aap jesi hi aik msoom bcchi hoon
    Hahahah,
    hahahahaahaha
    zor se hahahahahahah
    Ur zor se hahahahahahahahhaha

    Ooy u mosoom hey to me ne to abhi aankhen hi nhi kholi hen,

  8. #38
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    Quote Originally Posted by aashi7 View Post
    nhhi yeh me ka gustaah muwaakil hay

    is liye

    me jb tk iss ko jlla k bhssm nhi kr doon gi

    chain say nhhi bethoon gi
    muwakil b forum join karte phirte hain

  9. #39
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    Quote Originally Posted by aashi7 View Post
    chllllllllllllo g.....tb tou me bhi aap jesi hi aik msoom bcchi hoon
    bachi tak thek hai par masoom mai hi hon

  10. #40
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Aaj Ka Din Sheem Ke Sang

    yeh batao u har reply 2 2 bar ku karhe ho ?
    mai kisi prince se shadi karlongi na pehchan hojaegi fir

    haan dekh lena tang karke khud na tang ajana kahin aur gussa karne shoro hojana

    waise dushmani kia hai u dono ki apas mai india pakistan nahi ab itna bolte apas mai jitna u dono lage hoye ho

    acha kis ne kaha hai k current lagta hai
    Quote Originally Posted by Silly View Post

    Pehchaan? yeh kaise hogi?
    (20 saal ke baad)
    wo dkeho Aunty Sheem ja rhi hen, Me ki gali men rehti hen, her wqt chup chup si rehti hen, pata nhi kiya saochti rehti hen,
    ur wo dekho saath in ke wo jo burqe men chup chup ke ja rhi hen na wo Anty Naz hen, Wo bara marti hen bachon ko, me to in ko dekh ke hi chup jata hon,

    Oho jhooti mooti ki seat bana lo na ur is ko de do, khush ho jaeigi bechari, kitti umeed laga ke beithi hoi hey, me ko is pe bara tars aata hey, per kiya kron is ke liye kuch ker bhi nhi skta na.

    Me ne bhi dekhna hey gussa per abhi nhi, kisi ur din tang kronga ur dekhonga, abhi to me dekh lon keh sheem jee ander se kaisi hen.

    Is ko barli lambi choonch lagi hey, me ne khud dekhi hey, Wall clock se me nikla nhi is ne me ko nikal liya tha, pata nhi meri qismet men yehi tohfa kion likha tha,

    Hahahah u ho na 440 volt, u ko nhi pata jis ne bhi u ko haath lagaya us ne hum ko yehi bola keh is se door hi rehna, Isi liye to me door door rehta hon,

    Me is ki pencil chura ke nhi bhaga bulkeh me hi is ki pencil hon,

Page 4 of 27 FirstFirst ... 2345614 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •