hmmm waqehi mard bewafa hote hain
nice /up
Dono way se parhen to baat thori clear hoti hay ke "bewafa "actually kon hay yahan.
Acha "likha" hay. keep it up.
you know mohabbat mom-bati ki manid hoti hai, roshan aur chamakti hue magar sath sath phigalti bhi hai
aur aik din khatam bhi ho jaati hai,
khushi bhi hai aur gham bhi
magar waqt, such mein waqt bohat kuch badal deta hai, its a fact
aap ne acha likha hai aapi
wadha woh he karo jo wafa ker sako
Mohabbat ka roop badalna aur khatam ho jana , do alag batein hain
Like Maa ke dil me oolaad ki mohabbat, dosre bacho mei taqseem ho sakti hay lekin kam nahi ho sakti kisi aik ke liye bhi .. aur waise dekhen to mohabbat ko mai jitna samjhta hun,agar sachi ho to sirf berhti hay.
"kam ho jati hay", "khtaam hojati hai. . ." ya "pehle si baat nahi rehti " .. ye to mohabbat se dur bhagne ke bahane hain ya yun kehlo bewafaai karne ya khud ko tasaalli dene ke bahane hain.
Mohabbat ko mai kia..koi bhi shyed hi explain kar sake kabhi.. lekin mai jo thora bohat janta hun, wo ye k mohabbat sachi ho to wo na kam hoti hay, na hi mit ti hay..kisi bhi rang me ho...agar sachi ho to ye sirf berhti hay.. iske bohat rang hain.. lekin mohabbat ik positive feeling hay..
Muhabbat kon haii?wo shaks jissy hum chahty hain
per baaz uqat waqt halat ijazat ni dety k hum uss shaks ko apnaye to kabhi na kabhi wohi shaks ap k samny kisi or roop mein akhara hota hai
wo hmri Muhabat hai
or muhabbtr kam nahi hoti
bas ussy dekhny ka nazaria badal jata hai....
i think soo..
bhtt khoobsurat tehreer likhi hai Naz appo:Rosee:
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!