Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 11 of 11

Thread: November

  1. #11
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    Lahore
    Posts
    1,043
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: November

    Quote Originally Posted by naz
    sub tu phele tu yeh ke meri zimedari hia ke kuan kiya comments derhaa hai main dekhon...main sirf ap ko nahi dekh rahe sub ko dekh rahe hon jo mere Admin ke faraiz main shamil hia..
    Yaqeenun is baat se koi bhi inkaar nhi ker skta,

    Quote Originally Posted by naz
    aik taraf ap keh rahe hian ke Detail main nahi jaye gai or aik taraf kafi lamba bhasan b diya hai...
    Quote Originally Posted by Silly
    jis qabeele se me belong kerta hon wahan hum mosmon ka ziker kerte hen, English month ka use nhi kerte.


    Yeh Kaafi Lamba bhashan to nhi hey na


    Quote Originally Posted by naz
    ap jis b qabley se belong karte hon...leken app ne shayd Urdu poetry parhi nahi hia
    Quote Originally Posted by Silly
    Kuch lamhon se murrad hey keh baaqi waqt u ne duneya dari men guzara hey, so u ki feelings strong nhi hen, ager u serdion ka pora mosam us ki yaad men guzarte to feelings bohat strongs hona thi,
    Mosam us ki yadon ke mean keh ub u is ke sath nhi ho wo u se alag ho chuki hey, so ager mosam ki jagah Lamhe Beti yadon ke use hota to behter tha,
    Is se Andaza kiya jaskta hey me ke Sukhan ka ur sukhan wer hone ka

    Quote Originally Posted by naz
    ...beshumar barey barey SHair Hazrat ne apni poetry main english words use kiye hian tu zarorat jaha hti hai waha yeh chez use hoti hia..kisi ne fard-e-jurm aid tu nahi ki hue ke use he nahi hosakt...

    Quote Originally Posted by Silly
    Aap chahen to use karen, Aap ki apni pasand hey,


    Koi fard e jurm aid nhi ki, dekh len na

    Quote Originally Posted by naz
    ap ne agar sahi tarah study kiya hota tu ap is masle ko issue he nahi banatey...
    Quote Originally Posted by Silly
    Aap bhi theek ur me bhi theek
    ,
    Dekh len is men koi issue nhi hey

    Quote Originally Posted by naz
    December ki poetry ke bare mian app ka kiya khayal hai ?
    Is per detail se baat ho skti hey, ur bohat acha topic hey yeh, Mager pehle jaan ki amaan de den to phir shoro kerta hon,


    Last edited by Silly; 03-12-2010 at 09:42 AM.

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •