"Nimra Ahmed" kay novel"Beli Rajpootan Ki Malka"say
Jub ksi say mouhabbat ki jati hay to dil may aik qabristan bhi banaya jata hay is may apnay mehboob ki tamam khamiyan dafan kar di jati han or phir un kay kutbay nahi lagaye jatay.
"Nimra Ahmed" kay novel"Beli Rajpootan Ki Malka"say
Jub ksi say mouhabbat ki jati hay to dil may aik qabristan bhi banaya jata hay is may apnay mehboob ki tamam khamiyan dafan kar di jati han or phir un kay kutbay nahi lagaye jatay.
Last edited by Arslan; 06-08-2012 at 02:19 AM.
bht acha novel tha yeeh
sheem yeh dhond ke lagana pijjjjjjjjjjj
august sep oct main aye thi iski 3 episods bus ...
bht acha hissa share kiya uska...
or b kuch karna.
thank u appo
mujhay bhi bohat pasand tha ya novel
end acha laga
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Nimra bht accha likhti hain :
bhtt accha:Rosee:
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
کسی کو جیتا کیسے جاتا ہے ؟"
"اپنا دل ہار کر"
"اور دل کیسے ، ہارا جاتا ہے "
"اپنی ذات کومٹی میں ملا کر "
"اور اگر تب بھی وہ نہ ملے جس کی تمنا ہو تو ؟"
"تو صبر کر لیا جاتا ہے میری دیہی ! الله کسی کو ریاضت کو رایگان نہیں کرتا "
[page no 169- Beli rajputan ki malika(october 2010)]
v.beautiful sharing appo
sahi kaha hay....
الله کسی کو ریاضت کو رایگان نہیں کرتا
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Wah... Lovely
I have heard quite about it, lekn me ko is ka end pata chal geya hai na, ab maza nahi aya ga parhnay mein
end pata hai tu na parho maza nai aye ga.
yeh me ne parha to nahi suna hai me ko raat ko neend nahi ati na to suntay suntay so geya tha
end mazay ka tha drawna b tha