comp main 5 Members ne participate kiya..
ab polling shuro horahe hai.
Rules:-
Ek member ek hi daffa vote kr skta hä.
Aap apni sharing ko vote nahi kar sktey.
Vote krney ki last date 28th Dec 2010 hai.
comp main 5 Members ne participate kiya..
ab polling shuro horahe hai.
Rules:-
Ek member ek hi daffa vote kr skta hä.
Aap apni sharing ko vote nahi kar sktey.
Vote krney ki last date 28th Dec 2010 hai.
Mishaal
"wo jane se pehle aik din hostel mein phirti rahi thi. Wahan ki her cheez k sath us ki yaadein wabasta thin. Aisi yadein jnhein wo bhula dena chahti thi...
Sardion ki wo ratein jab us ne apni zindagi ko barzakh bante dekha tha.....
......Garmion ki wo ratein jab us ka jism barf ka toda ban jata tha....
Us k aansoo, Us k khawab us ki khawishein,,, sub ki qabrein yehin thin.....
Use yun lagta tha jese wo in qabron ki majwar ban chuki ho....
Is qabristan ne us k wajood ko kha lia tha...
Ab jab wo bahir nikalne ki koshish ker rahi thi to us ka poora wajood kat raha tha...."
~Imaan, Umeed or Mohabat~ (Umera Ahmed)
naz
seven tiles
Aaj bahar mausam kuch mere dil ke mausam jaisa hai. Badalon ki lapet mein asman hai. Jaise dharty ne kaala rang pehna hai. Haalan'ki ye rang meri mohabbat hai, par Asmaan to neela hi acha lagta hai.
Aaj sawerey jab ghar se nikli, to rasta sunsaan tha. Subah ka pehr, 7 bajey, har taraf andhera tha, jaise koi tufaan aaney wala ho. Khauffnak manzar se mera dil baitha jaa raha tha. Haunsla karke kadam badhatey hue chal padi apni raah par. Gaur farmana, mausam bahar ka aur mere dil ka ek jaisa tha. Tez barish jaise dabb gayi ho. Boondein bas rimjim phuhaaron si aa aakar chehrey ko chooye jaa rahi thi. Geeli geeli si zameen aur bheeney bheeney se ehsason se bhara mera dil, hu ba hoo ek jaise the.
Ye din ki kaisi shuruat hai ? Ye kaisa mausam hai ? Ye kaisa rasta hai...Main kahan chal padi hu...Meri manzil kaunsi hai ... Yaa to barish tootkar gir padey, mere tann mann ko bhigo dey...Ya to tufaan wahin thamm jaye ... Yun dekho to dono mausam raas nahi aaney mujey... Bina barish zameen sookh jayegi, sansein rukk jayegi, rooh ghutt jayegi ... Aur gar aa gayi barish tufaan liye, to kuch nahi bacheyga ...
Ya Allah, rasta asaan kar dey, ya safar khatm kar dey !!!
unknown
~*Heer*~
Hijab
barish ka nanha qatra badal se tapka .jab is
ne samandar ki choraii dekhi to sharminda
hua aur dil mai kaha k samandar k samne
meri haisyat kia hai .iske hote hoye to mai na
hone k barabar hon .jab is ne apne aap ko
haqarat se dekha to aik seepi (sadaf) ne usko
apne mou mai le liya aur dilo jan se uski
parwarish ki thore he dino mai yeh qatra aik
qeemti moti ban gaya aur badshah k taaj ki
zeenat bana.
(qeemti moti from saadi ki) hikayat.
waalikumsalam
voted
روز و شب کے میلے میں
غÙلتوں Ú©Û’ مارے ÛÙ…
بس ÛŒÛÛŒ سمجھتے Ûیں
ÛÙ… Ù†Û’ جس Ú©Ùˆ دÙنایا
بس اسی کو مرنا تھا
voted,,,,,
voted
voted
bht achi sharing ki hy sab ny...
voted
4 all
voted
Last edited by Killer; 22-12-2010 at 05:11 AM.