Page 591 of 659 FirstFirst ... 91491541581589590591592593601641 ... LastLast
Results 5,901 to 5,910 of 6584

Thread: !!..Truth Or Dare..!!

  1. #1
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    shot !!..Truth Or Dare..!!

    Assalam-u-alaikum Pakistan

    After a long time but itna bhi lamba nahi .. m starting ma fav game
    Truth Or Dare ....is main kerna sirf itna hai k aapne ya to truth lena hai ya fir dare .. truth leke such bolna hai yeh to batana nahi parega na .....or dare leker jo dare dega woh poori kerni hai ...truth main aik khayaal rekhiay k lihaaz ko malhooz-e-khatir rekha jaiey .....so keep the rules in mind and start now .. m waiting so me starts first ... but us se pehlay ...

    w.salam
    Pakistan Zindahbaad


    Ps: ab shuru kiya jaiey ...Truth or Dare
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  2. #5901
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    acha too agar mai apka sunehri chance miss kr don acha to agar na badlon dare tooo?
    Na badloo..... Consequences kii zimaydaar aap hii hongi


  3. #5902
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Quote Originally Posted by sheem View Post





    waise jo dare pora na kare us ke liye koi saza b honi chahe
    Aap Ko yeh mouqa nahi milay ga.... Kal barouz hafte ko yeh dare poora ho jaayay ga hahaha haha haha


  4. #5903
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Quote Originally Posted by sheem View Post


    u bure phanse waise

    us ne dare chnage kardiya hai waise ap ka i think
    Ab change kia tou kia...... Main Dare bhi karoongga aur Arosa Hya ki buraiyan waalay thread main bhi buraiyan likhoonga kay khudh hii buri bann jayain gii


  5. #5904
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post


    Na badloo..... Consequences kii zimaydaar aap hii hongi
    Ok I dare to face it !!


    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے


  6. #5905
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post


    Ab change kia tou kia...... Main Dare bhi karoongga aur Arosa Hya ki buraiyan waalay thread main bhi buraiyan likhoonga kay khudh hii buri bann jayain gii
    let's see


    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے


  7. #5906
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Ok I dare to face it !!
    Yeh tou SD KI history main pehli baar hoga kay dare dia bhi jaa raha hay aur liya bhi jaa raha hay


    I am lovin it


  8. #5907
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post


    Yeh tou SD KI history main pehli baar hoga kay dare dia bhi jaa raha hay aur liya bhi jaa raha hay


    I am lovin it
    han ku k tareekh ko hm pe apna ap duhrany ki zarorat nhi mehsos hoi hogi is liye us ne kaha chalo nayi any do .


    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے


  9. #5908
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Asssalaam-O-alaikum

    Choonkay yeh @Arosa Hya; kaisraar tha, aur @sheem; ki dili tamanna, tou yeh kaisay ho sakta hay kay mainissay poora naa karoon….. haan albatta baat Arosa Hya say shuroo hokar kahasay kahan nikaltii hay woh meray ikhtiyar say baahir hay …. Jab Jang ka faisal karhii liya tou DARING bhii bharpoor honii chayeh, make it large real large

    Faisla jo kuch bhii ho manzoorhona chayeh
    DARE ho, Yaa ishq hoo, BHARPOOR hona chayeh


    Choonkay 96 burayayan ginwaanihain tou post ko taweel hona hay jis kay liye… aaj pehli paishgii maazrat bhinahin chahoon ga

    1.Gossipingkarna aur who bhi aik group main karna…. Aaj tak samajh say bahir hay kayaakhir aisa kyon hay .
    2.Apnay purse main duniya bhar ka saman rakhna, jaisay make-up kit, nail cutter, eyelashes, lipstock, powder, base, eye lashes, hair clips, soyee dhaaga, gloves,chatrii, kajal, mobile phones, sim card, yahan tak kay PUK card bhi, choRiyan,haath kay kaRay, aur aur aur aur aur
    3.Baywajamuskurana aur qehqaha lagana, aur aaj tak hum jaisay mardoon kii samajh say yehbahar hay kay yeh ‘hoton pay tabassum’ ye ‘chehray per khilkhilhat’ kis liye
    4.Apnayaap say dinn main 100 baar yeh sawaal karna…. ‘Hi Allah, kia main moti ho rahiihoon?’ aur phir khudh hii jawab dhoondnay kay bajayay auroon say bhii yehisawal karna…. Ab bechara jawaab dainay waala HAAN kahay tou bhi trouble NAAkahay tou bhi trouble
    5.Mera chehra kaisa dikh raha hay, kia main khoobsurat lag rahii hoon, kia meramake-up sahii hay, yaar merii dost kia kahay gii… waghaira waghaira matlabkhoob say khoobtar dikhnay main pata nahin chehray kay saath kia kia sulookkarna
    6.Kisi shadi main jaanay say pehlay taqreeban 5 suits try karna aur phir aakhir mainkehna kay meray pass tou pehannay ko kuch bhi nahin, mujhay shopping jaana hay
    7.Shadi bia main jaatay huway srif aik cluth haath main rakhna, jiss main shayed kuchbhii na ho
    8.Humesha big bag kii khuwahish zahir karna, pata nahin yeh khuwaish kiyon hay ab pooraLAHORE tou bag main nahin samaya jaa sakta….
    9.Chalain chehray, balloon aur body cream kii baat tou samajh aatii hay, magar talloonkay liye, nakhun kay liye aur aiReeyon kay liye alag cream, yeh kahan ka insaafhay
    10.Ribbon ka istimaal karna…. Matlab baalon main lagana, gift per lagaana, bas chalay touapnay aap ko gift wrap kar kay ribbon laga lain
    11.Bhaii ab yeh umar hay greeting cards, waghaira kii…. Aaj kal tou email, SMS per bhiikaam chal jaata hay, magar yeh junoon-e-greeting cards uff touba
    12. Safayiiki ziyadtii karna…. Bhaii safayiii nisf imaan hay maana, magar yeh kahan kainsaaf hay kay aik SAAF MIRROR ko phir uth uth kar saaf karna….. wajah samajhsay bahar hay, ab ap jaisay hain waisay hii aaina dikhayay ga naa
    13.Gharmain khoobsurat crockery ka collection rakhna, magar nikaalna usi waqt jab koimehmaan aayay, wagar naa wohii puraanay plastic kay bartan main khana taakaydhotay waqt tootay naa
    14.Dinka alag, subha ka alag, raat ka alag, sonay ka alag, exercise ka alag,mehamoonon ki aamad ka alag, mehmaan kay jaanay ka alag…. Mehaz dinn mainkam-az-kam 5 baar tou kapRay change karna
    15.Haan ka matlab NA aur Na Ka matlab Haan…. Uff we men are so confused of this habbitof women
    16.Tricky question karna aur apnay matlab ka jawab na milnay per naraaz ho jaana huh teriada
    17.Shopping per jaana, bilawaja, bawaja, baywaja, matlab iss kay liye koi zaroorat ho yaanaa ho madam haazir hain
    18.Baarbaar aisay sawaal karna jinn ka jawaab woh jaantii hain, aur hum jaisay mardoonko irritate karna…. How chalakoo
    19.Gossipping karna…. Matlab chaloo samajh aata hay aik 1 ghanta 2 ghanta…. Yahan toughantoon guzar jaatay hain magar inn kay qissay khatam nahin hotay huh
    20. Aounchii heel pehanna, halaankay shayed unn main sahii say chal bhi naa sakain… magarkia karain aadat say jo majboor hain
    21.Baat baat per text karna, kia pehnoon, khanay main kia banaoo, aap kitni dair mainaarahay hain,… matlab short SMS ko question-answer machine bana dia hay ufftouba
    22. Diet conscious hona aur uss kay bawajood cake aur chocolate kii khuwahish rakhnaufff kia karain
    23.Tanziyag uftagoo karna, matlab ghussa na dikhana, magar tanz maar maar kar jee ko jaladaina
    24.Na mouqa dekhna na mehal…. Jahan jaayay SELFIE lay laina….
    25.Cross check karna…. Acha tou aap nay aisa likha tha woh kiyon likha tha, wazahat perbhii unki samajh main naa ana,
    26.Apnii har baat apnii dost say share karna…. Yaar aitmaad kii bhi hadh hotii hay
    27.Aakhiri moment per planning karna… chaloo aaj ghoomnay chaltay hain…. Huh
    28.Apni khamooshi ko apna hathyaar banana humain torture karnay kay liye… khudda kibandi agar naraaz ho tou baat kar kay khatam karoo yeh khamooshi kiyon
    29.Emoticon ka istimaal karna apni feeling kay izhaar kay liye….. uff aur kabhi hum ghalatmatlab samajh gayay tou ALLAH hi hafiz humara 3
    0.
    Jabkoi baat samajh main naa aayay tou SMOKING icon ka istimaal karna, shayed yerzaahir karnay kay liye kay hum tou aisay hii hain huh
    31.Ullooban jaana…. I mean raat ko dayr tak jagna aur SD per rehna aur itifaaq kii baatkay SD per kuch likhna bhii nahin…
    32.Apnay emotions ko chuppa kar rakhna, baat ko zahir na karna, khudaara, jo dil mainkeh bhi doo, kiyoon irritate kartii hain

    Abhi itna hiii,jaisay kay main nay shuroo main bhii kaha tha kay baat Arosa hya say shuroo hokar kahan jaayay gii iss ka andaaza mujahy nahin…. Tou waisay hii hua, yehsaari burayain main nay sinf-e-nazuk ko dediate kii hain maslan @naz; @sheem @attiaahsan; @Aanchal; @pakeeza; waghaira waghaira….Picture abhiibaaki hay….

    Yeh chand ashaar apnii iss DARING kay naam

    Tajaliyon KaNaya Daira Banaanay Main
    Meray Chirag Lagay Hain Hawa Banaanay Main

    Abhi inhainParaishaan Na Karoo Aik LaRkoon
    Mareez Uljhay Huway Hain Dawa Banaanay Main

    Yeh ChandKhuwateen SD per jo Sab say Achii Hain
    Inhi ka Haath hay mujh ko BURA banaanay Main


    Last edited by thefire1; 05-12-2015 at 03:03 PM.


  10. #5909
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default


  11. #5910
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    yeh kia, abhii tou list poori bhi nahin hoyee aur pitayii shurooo


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •