Page 592 of 659 FirstFirst ... 92492542582590591592593594602642 ... LastLast
Results 5,911 to 5,920 of 6584

Thread: !!..Truth Or Dare..!!

  1. #1
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    shot !!..Truth Or Dare..!!

    Assalam-u-alaikum Pakistan

    After a long time but itna bhi lamba nahi .. m starting ma fav game
    Truth Or Dare ....is main kerna sirf itna hai k aapne ya to truth lena hai ya fir dare .. truth leke such bolna hai yeh to batana nahi parega na .....or dare leker jo dare dega woh poori kerni hai ...truth main aik khayaal rekhiay k lihaaz ko malhooz-e-khatir rekha jaiey .....so keep the rules in mind and start now .. m waiting so me starts first ... but us se pehlay ...

    w.salam
    Pakistan Zindahbaad

    Ps: ab shuru kiya jaiey ...Truth or Dare
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  2. #5911
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,945
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post

    Aap Ko yeh mouqa nahi milay ga.... Kal barouz hafte ko yeh dare poora ho jaayay ga hahaha haha haha
    acha g dekh leti hon ab tu sunday b khtm

  3. #5912
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,945
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post

    Ab change kia tou kia...... Main Dare bhi karoongga aur Arosa Hya ki buraiyan waalay thread main bhi buraiyan likhoonga kay khudh hii buri bann jayain gii
    wah g wah josh mai agaye ho u tu

  4. #5913
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,945
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Ok I dare to face it !!
    apas mai hi dare dare khel lo

  5. #5914
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,945
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    yeh kia, abhii tou list poori bhi nahin hoyee aur pitayii shurooo
    us ne yeh sub writer section mai likhne ko bola tha

    chuko idr se or chapo wahan jake baki k log b is se faida utha sakein

  6. #5915
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Asssalaam-O-alaikum

    Wa alaikum assalam

    Choonkay yeh @Arosa Hya; kaisraar tha, aur @sheem; ki dili tamanna, tou yeh kaisay ho sakta hay kay mainissay poora naa karoon….. haan albatta baat Arosa Hya say shuroo hokar kahasay kahan nikaltii hay woh meray ikhtiyar say baahir hay …. Jab Jang ka faisal karhii liya tou DARING bhii bharpoor honii chayeh, make it large real large

    Faisla jo kuch bhii ho manzoorhona chayeh
    DARE ho, Yaa ishq hoo, BHARPOOR hona chayeh

    Choonkay 96 burayayan ginwaanihain tou post ko taweel hona hay jis kay liye… aaj pehli paishgii maazrat bhinahin chahoon ga

    Is sary plandy ko parr k smj ata hai k khamiyan ap ne "AROSA HYA" ki nhi darparda apny mushahdy ki tmam khawateen ki likh dalen khair tasl to pora krna hi hai jahan se mrzi bna k lana thi obviously ap ne "Bna" ker hi lana thi ye to mjy maloom hai
    v keen observation ... i appreciate ur daring will.....keep it up

    1.Gossipingkarna aur who bhi aik group main karna…. Aaj tak samajh say bahir hay kayaakhir aisa kyon hay .
    O.o
    2.Apnay purse main duniya bhar ka saman rakhna, jaisay make-up kit, nail cutter, eyelashes, lipstock, powder, base, eye lashes, hair clips, soyee dhaaga, gloves,chatrii, kajal, mobile phones, sim card, yahan tak kay PUK card bhi, choRiyan,haath kay kaRay, aur aur aur aur aur

    haww koi pistol bullets choloform pens candies diary kehty to kuch match krta anyways

    3.Baywajamuskurana aur qehqaha lagana, aur aaj tak hum jaisay mardoon kii samajh say yehbahar hay kay yeh ‘hoton pay tabassum’ ye ‘chehray per khilkhilhat’ kis liye

    4.Apnayaap say dinn main 100 baar yeh sawaal karna…. ‘Hi Allah, kia main moti ho rahiihoon?’ aur phir khudh hii jawab dhoondnay kay bajayay auroon say bhii yehisawal karna…. Ab bechara jawaab dainay waala HAAN kahay tou bhi trouble NAAkahay tou bhi trouble

    5.Mera chehra kaisa dikh raha hay, kia main khoobsurat lag rahii hoon, kia meramake-up sahii hay, yaar merii dost kia kahay gii… waghaira waghaira matlabkhoob say khoobtar dikhnay main pata nahin chehray kay saath kia kia sulookkarna

    hahaha cosmetics se mera koi wasta nhi aur ap musar hain manwany pe mai to aina dino bad dekhti hon i'm confident to my simplicity no one can challenge me,

    6.Kisi shadi main jaanay say pehlay taqreeban 5 suits try karna aur phir aakhir mainkehna kay meray pass tou pehannay ko kuch bhi nahin, mujhay shopping jaana hay

    Shocking ........ hahaha i never cared about it i uses abaya

    7.Shadi bia main jaatay huway srif aik cluth haath main rakhna, jiss main shayed kuchbhii na ho
    i never used clutch
    8.Humesha big bag kii khuwahish zahir karna, pata nahin yeh khuwaish kiyon hay ab pooraLAHORE tou bag main nahin samaya jaa sakta….
    medium sized
    9.Chalain chehray, balloon aur body cream kii baat tou samajh aatii hay, magar talloonkay liye, nakhun kay liye aur aiReeyon kay liye alag cream, yeh kahan ka insaaf hay
    Wallahhhhhh :O
    10.Ribbon ka istimaal karna…. Matlab baalon main lagana, gift per lagaana, bas chalay touapnay aap ko gift wrap kar kay ribbon laga lain
    i like it only in decoration
    11.Bhaii ab yeh umar hay greeting cards, waghaira kii…. Aaj kal tou email, SMS per bhiikaam chal jaata hay, magar yeh junoon-e-greeting cards uff touba
    hahaha bachpan k kam the khud bnana ab to yad e nhi
    12. Safayiiki ziyadtii karna…. Bhaii safayiii nisf imaan hay maana, magar yeh kahan kainsaaf hay kay aik SAAF MIRROR ko phir uth uth kar saaf karna….. wajah samajhsay bahar hay, ab ap jaisay hain waisay hii aaina dikhayay ga naa
    mun h ainy ko saf krty rehna chahiye na
    13.Gharmain khoobsurat crockery ka collection rakhna, magar nikaalna usi waqt jab koimehmaan aayay, wagar naa wohii puraanay plastic kay bartan main khana taakaydhotay waqt tootay naa

    not more than need nd i prefer stainless steel

    14.Dinka alag, subha ka alag, raat ka alag, sonay ka alag, exercise ka alag,mehamoonon ki aamad ka alag, mehmaan kay jaanay ka alag…. Mehaz dinn mainkam-az-kam 5 baar tou kapRay change karna

    wallah itni farigh or concious nhi mai

    15.Haan ka matlab NA aur Na Ka matlab Haan…. Uff we men are so confused of this habbitof women

    interesting h na mushkil nhi itna

    16.Tricky question karna aur apnay matlab ka jawab na milnay per naraaz ho jaana huh teriada
    hahaha
    17.Shopping per jaana, bilawaja, bawaja, baywaja, matlab iss kay liye koi zaroorat ho yaanaa ho madam haazir hain
    ku janab marna b h hisab b dena h
    18.Baarbaar aisay sawaal karna jinn k
    a jawaab woh jaantii hain, aur hum jaisay mardoonko irritate karna…. How chalakoo

    haww aisa kb kia mai ne ?

    19.Gossipping karna…. Matlab chaloo samajh aata hay aik 1 ghanta 2 ghanta…. Yahan toughantoon guzar jaatay hain magar inn kay qissay khatam nahin hotay huh

    i avoid jb b baton mai kisi teesry ki baat krain mostly burayi ho jati h is liye apni baat hi krna chahiye kam ki

    20. Aounchii heel pehanna, halaankay shayed unn main sahii say chal bhi naa sakain… magarkia karain aadat say jo majboor hain
    i like but rarely and i can run in it
    21.Baat baat per text karna, kia pehnoon, khanay main kia banaoo, aap kitni dair mainaarahay hain,… matlab short SMS ko question-answer machine bana dia hay ufftouba

    na baba mai kbi nhi pochti hmesha apni pasand pe satisfy rehti hon mjy pasand hai mere khuda ko pasand h ENOUGH!!

    22. Diet conscious hona aur uss kay bawajood cake aur chocolate kii khuwahish rakhnaufff kia karain

    aho hypoglycemia ho skta hai diet conciousness nhi

    23.Tanziya g uftagoo karna, matlab ghussa na dikhana, magar tanz maar maar kar jee ko jaladaina
    kbi kbi unconciously
    24.Na mouqa dekhna na mehal…. Jahan jaayay SELFIE lay laina….

    dosron k samny kbi nhi leti mai

    25.Cross check karna…. Acha tou aap nay aisa likha tha woh kiyon likha tha, wazahat perbhii unki samajh main naa ana,

    26.Apnii har baat apnii dost say share karna…. Yaar aitmaad kii bhi hadh hotii hay

    i wish kbi trust kr skon kisi pe per nhi kr skti

    27.Aakhiri moment per planning karna… chaloo aaj ghoomnay chaltay hain…. Huh
    somewhat!!
    28.Apni khamooshi ko apna hathyaar banana humain torture karnay kay liye… khudda kibandi agar naraaz ho tou baat kar kay khatam karoo yeh khamooshi kiyon

    so true meri larai jitni gehri utni gehri khamoshi.... jo nhi smj skta kehny ka b faida nhi

    29.Emoticon ka istimaal karna apni feeling kay izhaar kay liye….. uff aur kabhi hum ghalatmatlab samajh gayay tou ALLAH hi hafiz humara 3
    not matching my feelings mostly y can anyone guess
    0.
    Jabkoi baat samajh main naa aayay tou SMOKING icon ka istimaal karna, shayed yerzaahir karnay kay liye kay hum tou aisay hii hain huh
    somwhat!!
    31.Ullooban jaana…. I mean raat ko dayr tak jagna aur SD per rehna aur itifaaq kii baatkay SD per kuch likhna bhii nahin…
    parrti to hon na
    32.Apnay emotions ko chuppa kar rakhna, baat ko zahir na karna, khudaara, jo dil mainkeh bhi doo, kiyoon irritate kartii hain

    kuuuu aise kaisy aery ghairy pe expree kr don

    Abhi itna hiii,jaisay kay main nay shuroo main bhii kaha tha kay baat Arosa hya say shuroo hokar kahan jaayay gii iss ka andaaza mujahy nahin…. Tou waisay hii hua, yehsaari burayain main nay sinf-e-nazuk ko dediate kii hain maslan @naz; @sheem @attiaahsan; @Aanchal; @pakeeza; waghaira waghaira….Picture abhiibaaki hay….
    as i guessed
    Yeh chand ashaar apnii iss DARING kay naam

    Tajaliyon KaNaya Daira Banaanay Main
    Meray Chirag Lagay Hain Hawa Banaanay Main

    Abhi inhainParaishaan Na Karoo Aik LaRkoon
    Mareez Uljhay Huway Hain Dawa Banaanay Main

    Yeh ChandKhuwateen SD per jo Sab say Achii Hain
    Inhi ka Haath hay mujh ko BURA banaanay Main

    Last edited by Arosa Hya; 07-12-2015 at 05:42 PM.

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  7. #5916
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Aap kay baaray main jaan kar bohat khushii hoyee madam jee

    Waisay aap thoRii 'Mukhtalif' hain, isi waja say tou aap ko mera first female friend (FFF) honay ka aijaaz haasil hay

    Anyways, abhii tou aur bhii buraaiyaaan baaqi hain.... yeh tou main nay mushtarka tour per sab ko shaamil kar dia taakay buraiyon kii gintii kuch kam ho jaayay aur waisay bhii ab aap ko itna bhii nahin jaantay kay 'buraiyan' aur 'achaiyon' main farq kar sakaain, waisay bhii aap ki 'achaiyon' per ziyada aur burayiion per kam hii nazar rakhta hoon main

    33. Jab koi aas paas na hoo tou 'Naak main apni unglii daal kar drilling karna'
    34. Apnay dopattay say apnii Naak saaf karna
    35. Tanhayii main pait halka karna, CO2 kay ikhraaj say... come on dont be ashamed, its a natural call
    36. Ice cream khaatay huway iss baat ka dehan na rakhna kay ice cream munn kay saath saath naak say bhii khayii jaa rahiii hay
    37. Ghar kar kaam karna paRay tou sar-dard ka bahana karna, jab kay SD per ghantoon guzaar daina bas paRhnay main
    38. Sar per ainak (sun-glasses) laga kar, poora din chashma dhoondtii rehna kay kaha rakha hay.
    39. ThoRii sii Nathkhat.
    40. ThoRii saii Sar-ChaRii
    41. ThoRii see chiR-ChiRii
    42. ThoRii see Nadaan
    43. ThoRii see chalaak
    44. ThoRii see Sar-Phirii
    45. Apnay haq kay liye laRnay ki baatain karna, aur jab laRayii kii baat aayii tou 'I am human lover' keh kar peechay hatt jaana
    46. Janwaroon say mohabbat karna, magar 'Chanpain' Raanain' CharGay' Chicke Tikkay khoob sayr ho kar khaana
    47. Zoology kii student hain, magar Zoo main jaanay say ghabraana
    48. Typing kartay huway hurf khaa jaana..... kabhi kabhi tou inn mohatarma kii baat samajhnay kay liye aik hii post ko 4, 4 baar paRhna paRta hay
    49. Argument main jab koi jawab naa aayay tou 'NO MORE ARGUMENT' keh kar FULL STOP laga daina... not fair
    50. Moody ho jaana, matlab jab dil chahay tou baat karna, warna keh daina mera mood nahin hay...... dil jaalanay waalii
    51. Sochtii rehna sochtii rehna sochtii rehna.... aur phir sochtii rehna sochtii rehna... itna bhii naa sochooo

    Baakii baad main
    @sheem; @naz; @attiaahsan; @Aanchal; @maya; @pakeeza; paRh rahii hain naa.... yeh sab burayian aap logon main bhii hain

  8. #5917

    G nai yeh sirf ap mai hi hain ku k jo kehta hai wo khudi hota hai

    Sent from my iPhone using Tapatalk

  9. #5918
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post

    Aap kay baaray main jaan kar bohat khushii hoyee madam jee

    Waisay aap thoRii 'Mukhtalif' hain, isi waja say tou aap ko mera first female friend (FFF) honay ka aijaaz haasil hay

    I think sbi insan mukhtalif hi hoty hain

    Anyways, abhii tou aur bhii buraaiyaaan baaqi hain.... yeh tou main nay mushtarka tour per sab ko shaamil kar dia taakay buraiyon kii gintii kuch kam ho jaayay aur waisay bhii ab aap ko itna bhii nahin jaantay kay 'buraiyan' aur 'achaiyon' main farq kar sakaain, waisay bhii aap ki 'achaiyon' per ziyada aur burayiion per kam hii nazar rakhta hoon main

    33. Jab koi aas paas na hoo tou 'Naak main apni unglii daal kar drilling karna'

    ufff mere olfactory organ ko aisi khas zrorart nhi parrti

    34. Apnay dopattay say apnii Naak saaf karna

    35. Tanhayii main pait halka karna, CO2 kay ikhraaj say... come on dont be ashamed, its a natural call
    uff
    36. Ice cream khaatay huway iss baat ka dehan na rakhna kay ice cream munn kay saath saath naak say bhii khayii jaa rahiii hay
    :@
    37. Ghar kar kaam karna paRay tou sar-dard ka bahana karna, jab kay SD per ghantoon guzaar daina bas paRhnay main
    lol sary kam kr k betho na tb b kam end nhi hot
    y.......
    38. Sar per ainak (sun-glasses) laga kar, poora din chashma dhoondtii rehna kay kaha rakha hay.
    inni mai veli nhi
    39. ThoRii sii Nathkhat.
    40. ThoRii saii Sar-ChaRii
    41. ThoRii see chiR-ChiRii
    42. ThoRii see Nadaan
    .
    43. ThoRii see chalaak
    44. ThoRii see Sar-Phirii
    O.o
    45. Apnay haq kay liye laRnay ki baatain karna, aur jab laRayii kii baat aayii tou 'I am human lover' keh kar peechay hatt jaana
    hahaha opposition ka volume b mad e nazar rakhna chahiye na
    46. Janwaroon say mohabbat karna, magar 'Chanpain' Raanain' CharGay' Chicke Tikkay khoob sayr ho kar khaana
    issi liye to khaty hain k zaya na hon bemar ho k ya accidently
    47. Zoology kii student hain, magar Zoo main jaanay say ghabraana
    i love that place nd visited many times
    48. Typing kartay huway hurf khaa jaana..... kabhi kabhi tou inn mohatarma kii baat samajhnay kay liye aik hii post ko 4, 4 baar paRhna paRta hay
    by chance
    49. Argument main jab koi jawab naa aayay tou 'NO MORE ARGUMENT' keh kar FULL STOP laga daina... not fair
    behas e la hasil
    50. Moody ho jaana, matlab jab dil chahay tou baat karna, warna keh daina mera mood nahin hay...... dil jaalanay waalii
    surely i'm
    51. Sochtii rehna sochtii rehna sochtii rehna.... aur phir sochtii rehna sochtii rehna... itna bhii naa sochooo
    involuntary

    Baakii baad main
    @sheem; @naz; @attiaahsan; @Aanchal; @maya; @pakeeza; paRh rahii hain naa.... yeh sab burayian aap logon main bhii hain

    wo khud nimat len gi

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  10. #5919
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    @sheem; @naz; @Zee Leo;

    T/D?

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  11. #5920
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Aap kay baaray main jaan kar bohat khushii hoyee madam jee

    Waisay aap thoRii 'Mukhtalif' hain, isi waja say tou aap ko mera first female friend (FFF) honay ka aijaaz haasil hay

    Anyways, abhii tou aur bhii buraaiyaaan baaqi hain.... yeh tou main nay mushtarka tour per sab ko shaamil kar dia taakay buraiyon kii gintii kuch kam ho jaayay aur waisay bhii ab aap ko itna bhii nahin jaantay kay 'buraiyan' aur 'achaiyon' main farq kar sakaain, waisay bhii aap ki 'achaiyon' per ziyada aur burayiion per kam hii nazar rakhta hoon main

    33. Jab koi aas paas na hoo tou 'Naak main apni unglii daal kar drilling karna'
    34. Apnay dopattay say apnii Naak saaf karna
    35. Tanhayii main pait halka karna, CO2 kay ikhraaj say... come on dont be ashamed, its a natural call
    36. Ice cream khaatay huway iss baat ka dehan na rakhna kay ice cream munn kay saath saath naak say bhii khayii jaa rahiii hay
    37. Ghar kar kaam karna paRay tou sar-dard ka bahana karna, jab kay SD per ghantoon guzaar daina bas paRhnay main
    38. Sar per ainak (sun-glasses) laga kar, poora din chashma dhoondtii rehna kay kaha rakha hay.
    39. ThoRii sii Nathkhat.
    40. ThoRii saii Sar-ChaRii
    41. ThoRii see chiR-ChiRii
    42. ThoRii see Nadaan
    43. ThoRii see chalaak
    44. ThoRii see Sar-Phirii
    45. Apnay haq kay liye laRnay ki baatain karna, aur jab laRayii kii baat aayii tou 'I am human lover' keh kar peechay hatt jaana
    46. Janwaroon say mohabbat karna, magar 'Chanpain' Raanain' CharGay' Chicke Tikkay khoob sayr ho kar khaana
    47. Zoology kii student hain, magar Zoo main jaanay say ghabraana
    48. Typing kartay huway hurf khaa jaana..... kabhi kabhi tou inn mohatarma kii baat samajhnay kay liye aik hii post ko 4, 4 baar paRhna paRta hay
    49. Argument main jab koi jawab naa aayay tou 'NO MORE ARGUMENT' keh kar FULL STOP laga daina... not fair
    50. Moody ho jaana, matlab jab dil chahay tou baat karna, warna keh daina mera mood nahin hay...... dil jaalanay waalii
    51. Sochtii rehna sochtii rehna sochtii rehna.... aur phir sochtii rehna sochtii rehna... itna bhii naa sochooo

    Baakii baad main
    @sheem; @naz; @attiaahsan; @Aanchal; @maya; @pakeeza; paRh rahii hain naa.... yeh sab burayian aap logon main bhii hain

    MashaAllah sadqy jaoun ji aap k tajruby k shadi kia ki aap tu samjhny lage PHD kar liya hai sari gayban information sirf aap k hi pass hai khair nal apni un ki qualities hum sab mai tu na dhundy na ab sab aik jasy thori hote

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •