Page 611 of 659 FirstFirst ... 111511561601609610611612613621 ... LastLast
Results 6,101 to 6,110 of 6584

Thread: !!..Truth Or Dare..!!

  1. #1
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    shot !!..Truth Or Dare..!!

    Assalam-u-alaikum Pakistan

    After a long time but itna bhi lamba nahi .. m starting ma fav game
    Truth Or Dare ....is main kerna sirf itna hai k aapne ya to truth lena hai ya fir dare .. truth leke such bolna hai yeh to batana nahi parega na .....or dare leker jo dare dega woh poori kerni hai ...truth main aik khayaal rekhiay k lihaaz ko malhooz-e-khatir rekha jaiey .....so keep the rules in mind and start now .. m waiting so me starts first ... but us se pehlay ...

    w.salam
    Pakistan Zindahbaad

    Ps: ab shuru kiya jaiey ...Truth or Dare
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  2. #6101
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Madam dare dare hay... poora hona maqsood hay, kaisay hona maqsood nahin

    Next please
    Quote Originally Posted by sheem View Post

    Yeh koi baat na hoi ap agey agey nai chala sakte hain ap apna dare khud pura karein

    Sent from my iPhone using Tapatalk

  3. #6102
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Dekhain agar main karoonga tou 5 nahin 50 burayian likh sakta hoon bashartyeh kay dare aap per likhnay ka hota.... kisi aur kii burayii kisi aur key kehnay per burayii nahin gheebat hoti hay... sorry @Arosa Hya; main nay aap ko iss jaal main phansaaya extremely sorry
    Quote Originally Posted by sheem View Post

    Yeh tu koi game na hoi apna dare usko de diya
    App ne hi karna hai jo b karna hai uske kandhe abhi chote hain

    Sent from my iPhone using Tapatalk

  4. #6103
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Sahii kaha madam... isi liye tou nahin bana
    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Aise politician ban k "Izzat" krwany ka shoq hai

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk

  5. #6104
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Jhoot tou aaj kal aik RASM banta jaa raha hay... main yeh kahoon kay main jhoot kabhii nahin bolta ghalat hoga.... aksar business dealing main, kabhii kisi ko impress karnay ki khaatir, kabhii kisi ki izzat bachanay kii khatir.... kaafi jhot ka istimaal karta hoon.... aur main jhot ko SAFAID ya KALA jhot kii category main nahin rakhta.... Jhot jhot hota hay.... haan main zaroor avoid karta hoon kay JHOT kam say kam boloon aur ziyada ziyada say ziyada CLEAR COMMUNICATION ka isitmaal karoon haan iss baat ko zaroor sochta hoon kay kahin meriii clear communication RUDENESS kii shakal na ikhtiyaar kar lay....

    Last one aiwaiayin abhii NAZ Madam say WhatsApp chatting kartay huway kahiin.... hum WhatsApp kay group ki baat kar rahay thay aur main nay apnay aap ko Ghunda keh dia.... ab @naz; madam nay dhamkii bhii day diii kay meray iss statement ko Broadcast kardain giin yeh kuch side effects hain jhot kay

    ab aap kia choose karna chahain giin TRUTH ya DARE?

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Have you ever lied?? The last one? When and why?

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk

  6. #6105
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post

    Truth

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  7. #6106
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Jaldi say batayain kay aap nay kaun kaun see Quranii suurat HIFZ kii hain? aur aagay kaunn sii karnay ka iraada hay? aur kia koi deadline set kii hay yaa bas 'dekha jaayay ga waali policy' apnayii hay?

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Truth

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk

  8. #6107

    Abi sura yaseen rewise kr ri hon is k ilawa almost 20 sura hifz hain
    30th para k last se jo yad nhi ki phle wo b kr ri hon....
    Aur sura rehman ka ek ruko aur sura mulk ...
    Baqi quran mai duayen hain jo wo yad ki dua mai mangny k liye...

    As whole Deadline to abi set nhi ki lekin koshish ye h k sura mulk se last tk sary sortain till shawal yad krlon gi in sha Allah. ..
    Aur maa jaan keh ri then k phly sortain yad kro mukhtalif phir start se....

    Your turn...t/d

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  9. #6108
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Jaldi say batayain kay aap nay kaun kaun see Quranii suurat HIFZ kii hain? aur aagay kaunn sii karnay ka iraada hay? aur kia koi deadline set kii hay yaa bas 'dekha jaayay ga waali policy' apnayii hay?

    Nhi serious hon jb se ye parha h k hafiz e quran se kaha jaye ga k quran parhty jao aur jannat ki manazil te krty jao ye sirf mukammal hafiz e quran k liye nhi kaha gya balky jis ne jitni sura yad ki hon gi utni...
    Second quran ka trjuma tafseer sekhty hoay zubani yad ho to zyada maza ata hai... my utmost desire that I learn what my Allah says...
    Agr ap k pas koi achi guideline ho to zror share krain....
    Allah Ta'ala rya se mehfoz rakhain aur istekamatt ata frmayen ameen

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk

    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے

  10. #6109
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    MASHALLAH... Allah SWT aasaniyan paida karay aur aap kay hafzay ko mazboot karay .... taakay yeh quran ki surtain aap kay qalb main sabt ho jaayain...

    Waisay yeh naa-insaafi hay kay mujhay aap nay 3 dinn main daring dii thiii Sura-e-mulk yaad karnay kii aur khudh ko itni RELAXED deadline dii hay .... who tou ALLAH kay karam say daily ISHA kay baad Sura-e-mulk paRhnay ka aadi hoon issi liye yaad karnay main ziyada time nahin laga, albatta aik do luqmay laita hoon!

    main TRUTH choose karta hoon phir say.

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Nhi serious hon jb se ye parha h k hafiz e quran se kaha jaye ga k quran parhty jao aur jannat ki manazil te krty jao ye sirf mukammal hafiz e quran k liye nhi kaha gya balky jis ne jitni sura yad ki hon gi utni...
    Second quran ka trjuma tafseer sekhty hoay zubani yad ho to zyada maza ata hai... my utmost desire that I learn what my Allah says...
    Agr ap k pas koi achi guideline ho to zror share krain....
    Allah Ta'ala rya se mehfoz rakhain aur istekamatt ata frmayen ameen

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk

  11. #6110
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,945
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Khali awaz nhi kaha tha
    Dare pora krain.....dobara

    Mine truth

    Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk
    u ne ok kia tha maine tu kardi ab pori

    uki best friend ka naam kia hai or wo ku u ki best friend

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •