Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 11 to 20 of 33

Thread: ~ Pasandeda Khaney ~

  1. #11
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by Hijab View Post

    nice thread aapi.
    hmmmm, salan per depend kerta hai
    shorbay walay bhi pasand hein aur bohnay huey bhi
    waisay hum ziada tar paratha he khatay hein aur achar ke sath aur sath mein chai ke mazay letay hein
    saag is the most fav. just love it
    tu kiya her waqt paratha achar
    saag tu sirf sardi main khaya jata na her waqt tori
    shorby wale salan kaun kuan se pasand hian

  2. #12
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by Sadaf View Post


    aloo gobi
    espically, gobi wali roti
    or sath mein tea
    mjhe aik baat samjh nahi arhe tum log khane ke sath he tea pete ho

  3. #13
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Mississauga, Canada
    Posts
    35,213
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by naz View Post

    mjhe aik baat samjh nahi arhe tum log khane ke sath he tea pete ho


    han jub hum roti khate hain morning mein tub pete hain, or phir afternoon mein wiasay peete hain.
    Last edited by Sadaf Gondal; 07-12-2010 at 10:10 PM.

  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by Hijab View Post

    hmmm, nahi mujhe tou nahi lagta
    kyon ke mein ne ghar mein he khaye hai, home made
    woh almost waise he hoti hai jaise recipe hoti hai masalay walay packets mein and waisya tou her aik banday ke apnay hath ka taste hota hai.
    yahan per aik dou baar hotels wali bhi khaye hai, similar he hoti hai.
    put particularly Lahore ki shyd alag ho, mein ne wahan ke tou nahi khaye.
    maine Okara/sahiwa/lahore/Fsd/pindi/isb khaye hia sub jaga same ...ke chikcen piece upar rakhe hote bus or sade chawal hote or usko biryani keh dete or aik Shami kabab hota sath main wo kiya hia phir isliye tu main rice khati he nai zaida waha Naan tey chaney tey payeeeeeeee hayeeeeeeee

  5. #15
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by Sadaf View Post


    han jub hum roti khate hain morning mein tub pete hain, or phir afternoon mein wiasay peete hain.
    matlab paratha roz morning main ?

  6. #16
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Mississauga, Canada
    Posts
    35,213
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by naz View Post

    matlab paratha roz morning main ?
    han jub weekand pe choti hoti hain
    wiasay jub hum skol jate hain hum sirf tea peete hain nashta nahu kerte, sath mein lunch le jatay hain

  7. #17
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by naz View Post


    my mosssssssst fav kal he bana tha tu khaya aya tha is thread ka or ami ke hath ka bana yaqen manu maine itnaaaaa khaya or shorbey waley khane zaida pasand ke bhoney bhoney.

    haan thore shorbey wala hoto khane me maza ata hy, aise hi pasnd hay mujhe.. per ab to pizza,biryani ya zinger per guzara hay jab mai chota ta to sirf mom k hath se khata tha.. i guess koi 12 years tak , shyed isliy taste bhi tha khane mei.. itne bare bare niwaale deti theen.. khir boht tang thin mom mjse ..

    aalu gosht karachi me sabse acha kaha se milta hy ? milta bhi hay bahir se ?

  8. #18
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by Sadaf View Post


    han jub weekand pe choti hoti hain
    wiasay jub hum skol jate hain hum sirf tea peete hain nashta nahu kerte, sath mein lunch le jatay hain
    acha shi hai.

  9. #19
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by Killer View Post

    haan thore shorbey wala hoto khane me maza ata hy, aise hi pasnd hay mujhe.. per ab to pizza,biryani ya zinger per guzara hay jab mai chota ta to sirf mom k hath se khata tha.. i guess koi 12 years tak , shyed isliy taste bhi tha khane mei.. itne bare bare niwaale deti theen.. khir boht tang thin mom mjse ..

    aalu gosht karachi me sabse acha kaha se milta hy ? milta bhi hay bahir se ?
    hamare ghar se acha milta hai
    mera tu nahi khayal ke bahir se milta hai

    ab phir tum banate nahi khud se ?

  10. #20
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: ~ Pasandeda Khaney ~

    Quote Originally Posted by naz View Post

    hamare ghar se acha milta hai
    mera tu nahi khayal ke bahir se milta hai

    ab phir tum banate nahi khud se ?

    tmhare ghar se tmhare haath ka aalu gosht milega.. aur mujhe abhi zinda rehna hay

    main ? aur banaun ?
    ye sab nahi bana sakta mai.. thori boht cooking aati hay.. na ke beraber..aur mehnat walle kaam to hote hi nahi mujhse..

Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •