very nice. one thing is that we do not use a at the end of words like fiqar and zikar...
Na garez kisi se na waasta,
mujhe kaam apne he kaam se,
Tere jiqra se teri fiqra se teri
yaad se tere naam se.
very nice. one thing is that we do not use a at the end of words like fiqar and zikar...
Shukriya Zuhair, aapne is sher ko
tavazo di aur apne rai zaahir ki.
Derasal mujhe is ki jaankari nahin
ki aakhir ke alfaaz main zikra fikra
nahin lete. Aap to Urdu ke student
hone ke naate jankari hogi. Per Ye
Sher Jiger Muradabadi ka hai, wo
to bahut mash- hoor shayer reh chuke
hai 18-19 century ke. Acha khudahafiz.
very nice
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!