wah boht khoob nazm kahi hay..
lutf aya parh kar
NAZAR KIS KI LAGI LOGO....
nazer kis ki lagi logo
karachi shaher ko mere
k lashon ki siasat horahi hay
hakoomat neend gahri sorahi hay
kun qatil dantanta phir raha hay
har gali koochay...
koi bhi samne aye osi ki
kaat day garden...
vo ho mazdoor,millowner
ya koi aam sa banda...
nahe qatil ko ye manzoor
rahne day ose zinda..
maze ki bat ye hay
aisa shaitani hay vo qatil
najane kaise dastany hain pahnay
os darinday nay..
kabhi pakra nahe jata
kabhi jakra nahe jata..
mohram say hi pahlay
noha khani kun hay ghar ghar main
poetry=zeeno(zeest.sun)
titlion ko barish main kun pakrna chahon main
ye mairi odasi ko kam to kar nahe sakteen
wah boht khoob nazm kahi hay..
lutf aya parh kar
very good. seeing some poetry on social issues is good..
buhut acha likha apne..
jo halaat hai yahan ke un per mazeed likhein..
Alhamdullilah
haqeeqat k se ankhain moondh nahi saktay ..haqeeqat samnay aa hi jati hai ..kuch dil aisey hotay hain jinka talluq apni zuban se barah-e-raast hota hai
aap k dil aapki zuban aur aap k qalam ka saath hum saaf dekh ksatay hain zeeno jee
khush rahain bahout ..
Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab KiSeh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki
khoobsurat likha hai ap ne
feelings hi feelings hai ap k lafzo mein:Rosee:
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
thaks alot friends,,,
titlion ko barish main kun pakrna chahon main
ye mairi odasi ko kam to kar nahe sakteen