Page 1 of 5 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 43

Thread: Hum sab kay liye

  1. #1
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    KhI
    Posts
    2,023
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    asking Hum sab kay liye

    Asalam o alikum

    yeh topic sirf indepandece day kay hawale say nahi hay!!

    is main hum nay discus kerna hay kay hum apne mulk hay halat ko kese bahter ker sakte hain ya acha badlao kese la sake hain



    goverment per ungli met utyhayi ga,

    sirf yeh yadd rakh ker reply kijeay ga kay hum nay pakistan ko kya diya!!

  2. #2
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    KhI
    Posts
    2,023
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum sab kay liye

    1-mere khyal say hum achi mails kay thorugh logon ki negativity dor ker sakte hain
    2-her ache bure say ager hum ikhlaq say baat karain to hum main bht mohbaat berhay gi(over all kah raha hun)(

  3. #3
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    Lucknow, Ontario, Canada
    Posts
    2,259
    Mentioned
    8 Post(s)
    Tagged
    411 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum sab kay liye

    Quote Originally Posted by sabeeh4u View Post
    1-mere khyal say hum achi mails kay thorugh logon ki negativity dor ker sakte hain
    2-her ache bure say ager hum ikhlaq say baat karain to hum main bht mohbaat berhay gi(over all kah raha hun)(
    in sab kaa ek hii jawaab hai, baqaul 'allaamah ke:

    kii MoHammad [s.a.w.s.] se vafaa tu ne to Ham tere haiN
    yeh jahaaN cheez hai kia, lauH o qalam tere haiN


    uske liye hameN, 'allaamah kii hii hidaayaat ko saamne rakh kar kuchh karna hoga. aur vo hai:

    yuN to saiyad bhii ho, mirzaa bhii ho, afGhaan bhii ho
    tum sabhii kuchh ho bataao k musalmaan bhii ho


    musalmaan banne ke liye:

    ek dusre kii jaan,. maal, izzat kii Hifaazat karnii hogii, zaat paat ke jhameloN se nikalna hogaa, chori be-iimanii, daGhaabaazii, rishwat-khori se door rahnaa hogaa aur aakHir emN ek dusre ke liye raheem aur dushamnoN ke liye Ghazabnaak bannaa hogaa

    to aaiye, azm kareN...Allah hamaaraa Haamii o naasir ho...aameen
    0e480d0a 1548 44d4 a4a0 c060e77c8f98 - Hum sab kay liyeimages?qtbnANd9GcRzS69 Aa0hT FRo5Gf7r7mr5ShrZII6bgd8l7Z0JwQF4ALMmkG - Hum sab kay liye

    one quartet of [1 of 4 wings]
    The FIRST & ONLY School that i ever attended
    Syedna Saifuddin Taahir High School
    Aligarh Muslim University
    ALIGARH, India


  4. #4
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    My Karachi.....!
    Posts
    7,430
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    10737442

    Default Re: Hum sab kay liye

    nahi ho saktay yaar ....................is topic par buhat lambi behas hai kuch political batein bhi ajain gyen .is ye meri tarf say no comments ....

    Reestablished..........!

    Ghazi.....!

  5. #5
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    KhI
    Posts
    2,023
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum sab kay liye

    Quote Originally Posted by Ali Shah View Post
    nahi ho saktay yaar ....................is topic par buhat lambi behas hai kuch political batein bhi ajain gyen .is ye meri tarf say no comments ....
    aray yaar ali sab ki terhan kun sochte ho

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    apne ghar mein sach.....bolrahi hoon
    Posts
    19,369
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    11 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Hum sab kay liye

    1-mera khayal hai k ager ham govenment k sath co-operate karen to mulki masayel ko behtar kiya jaasakta hai .

    2-hamein chahiye k sab kuch government per nahi charen aggey barh k khud b
    kuch karen.

  7. #7
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    KhI
    Posts
    2,023
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum sab kay liye

    exactly,goverment sirf help ker sakti humain beh apne ander kay insaan ko acha kerna ho ga

  8. #8
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    Lucknow, Ontario, Canada
    Posts
    2,259
    Mentioned
    8 Post(s)
    Tagged
    411 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum sab kay liye

    mere Khayaal se to har fasaad kii jaReN sarkaar tak pahoNchtii haiN...
    0e480d0a 1548 44d4 a4a0 c060e77c8f98 - Hum sab kay liyeimages?qtbnANd9GcRzS69 Aa0hT FRo5Gf7r7mr5ShrZII6bgd8l7Z0JwQF4ALMmkG - Hum sab kay liye

    one quartet of [1 of 4 wings]
    The FIRST & ONLY School that i ever attended
    Syedna Saifuddin Taahir High School
    Aligarh Muslim University
    ALIGARH, India


  9. #9
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    KhI
    Posts
    2,023
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum sab kay liye

    khuda nay aaj tak us kom ki halat nahi badli
    na ho khayal jisko aap apni halat kay badlanay

    to goverment ka aik alag role hay humare muwashre main
    hum hamesaa goverment kah ker khud ko kasoor war nahi tharate

  10. #10
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    Lucknow, Ontario, Canada
    Posts
    2,259
    Mentioned
    8 Post(s)
    Tagged
    411 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum sab kay liye

    Quote Originally Posted by sabeeh shah View Post
    khuda nay aaj tak us kom ki halat nahi badli
    na ho khayal jisko aap apni halat kay badlanay

    to goverment ka aik alag role hay humare muwashre main
    hum hamesaa goverment kah ker khud ko kasoor war nahi tharate
    aapkaa kahnaa kisi Had tak saHeeH hai k ham Khud ko moorid-e-ilzaam nahiiN Thahraate magar zaraa mazeed Gahur o fikr karne se yeh baat 'ayaaN ho jaatii hai k awaam aisa kiuN kahti hai? kia uskii jaan o maal aur izzat kii Hifaazat hotii hai? kia use insaaf miltaa hai? kia Hukkaam waqa'ii meN qaum o millat kii Khidmat karte haiN? yeh to bas chand ek sawaal the...mujhe yaqeen hai k aap kaa jawaab manfii hii hogaa. shukria
    0e480d0a 1548 44d4 a4a0 c060e77c8f98 - Hum sab kay liyeimages?qtbnANd9GcRzS69 Aa0hT FRo5Gf7r7mr5ShrZII6bgd8l7Z0JwQF4ALMmkG - Hum sab kay liye

    one quartet of [1 of 4 wings]
    The FIRST & ONLY School that i ever attended
    Syedna Saifuddin Taahir High School
    Aligarh Muslim University
    ALIGARH, India


Page 1 of 5 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •