w.salam..
pehli baat to bahout hi masoom si thread per
bhai to mera muamla jahan tuk hai to .....to main seedhi saadi baat kerti hoon..apni ghalti me ko foran nazar aajati hai is liay ko kabhi chasma nahi dhoondna perta ..
person ki availabilty per depend kerta hai ...ager woh samnay nahi hai ya us tuk juldi puhanchna mumkin nahi to ...to txt ya mails ya msgs
aur ager woh samnay hai ..aur mujhey pata hai k mujhse ghalti hui hai aur woh izhaar na karay to ...
main seedhi to poochti hoon ..Masla kia hai ?...naraz ho to theek hojao .. werna phir sochlo achi tarah
aur samnay wala khudi set hojata hai
yah ziyadah ter frnds main hota hai to main to pooch leti hon k .." kia huwa msg acha nahi tha ...koi baat buri lagegi hai ...{ aur me ki frnds to hamesha yeh kehti hain.......nahi yaar bhala tumhari baat kiu buri lagegi ..theek to kaha hai tumney ...} to unka me ko seedha jwab hota hai ..sharafat se baat kero werna acha nahi hoga ..
i know yeh ghunda type baat hai ..but yehi to woh Apnapan ..apnon ko to ehsaas dilaya jata hai k utho aur Insaan ban jao
Addab arz hai ..
Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab KiSeh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki
bilkul....
kabhi kabhi age aur ohda ..yeh bhi beech main nahi aatay ..bas aaj kal jesay president agaiey hain un ka saya hum per perr gaya hai ..
jis tarah hamaray politicians ghalti nahi maantay ..usi tarah hum bhi kehtay hain ...jab yeh aisey hain to hum kiu in jesay nahi ban saktay ..
asal main baat hai ghalti ko mannay ki ..jesay hi insaan k dil main ehsaas aya k ghalti hui hai ...to bas phir zameer malamat kerta rehta hai k " yaar yeh kerdiya ab bhugto "...to janab ab bhugto
I m Sorry ...aisey hi to inko 3 magiz words nahi kaha jata na ..kcuh to ha i in main ..aik dafa yeh manter seekhlo..phir do practice rozana ..aur whenever u do any mistake ..say sorry straightly ..No bahana
samajh main aiee ..ya phir parega Samjhana
Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab KiSeh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki