Quote Originally Posted by Muskaan View Post
Aksar roz mara life mein ham apne andaz se, apne alfaz se kisi na kisi ko hurt kr dete hein aur hamein iska ehsaas bhi nehi hota.

2005 07 21 shrek cat - ... I'm Sorry

kuch loag ehsaas dila dete hein k wo ham se naraz hein; aksar apne dil mein kehe dafna dete hein k ham ne unko kabi hurt bhi kiya tha..

how do u deal with such people?

and what's the easy way for you to say you're sorry?
do u just reach them in person and tell them you're sorry; do u txt them? leave some note?

any secial ways you use to 'say sorry'

care to share?
w.salam..
pehli baat to bahout hi masoom si thread per
bhai to mera muamla jahan tuk hai to .....to main seedhi saadi baat kerti hoon..apni ghalti me ko foran nazar aajati hai is liay ko kabhi chasma nahi dhoondna perta ..
person ki availabilty per depend kerta hai ...ager woh samnay nahi hai ya us tuk juldi puhanchna mumkin nahi to ...to txt ya mails ya msgs
aur ager woh samnay hai ..aur mujhey pata hai k mujhse ghalti hui hai aur woh izhaar na karay to ...
main seedhi to poochti hoon ..Masla kia hai ?...naraz ho to theek hojao .. werna phir sochlo achi tarah
aur samnay wala khudi set hojata hai
yah ziyadah ter frnds main hota hai to main to pooch leti hon k .." kia huwa msg acha nahi tha ...koi baat buri lagegi hai ...{ aur me ki frnds to hamesha yeh kehti hain.......nahi yaar bhala tumhari baat kiu buri lagegi ..theek to kaha hai tumney ...} to unka me ko seedha jwab hota hai ..sharafat se baat kero werna acha nahi hoga ..
i know yeh ghunda type baat hai ..but yehi to woh Apnapan ..apnon ko to ehsaas dilaya jata hai k utho aur Insaan ban jao
Addab arz hai ..