text kar k
Aksar roz mara life mein ham apne andaz se, apne alfaz se kisi na kisi ko hurt kr dete hein aur hamein iska ehsaas bhi nehi hota.
kuch loag ehsaas dila dete hein k wo ham se naraz hein; aksar apne dil mein kehe dafna dete hein k ham ne unko kabi hurt bhi kiya tha..
how do u deal with such people?
and what's the easy way for you to say you're sorry?
do u just reach them in person and tell them you're sorry; do u txt them? leave some note?
any secial ways you use to 'say sorry'
care to share?
text kar k
Me baat ker ke,
One should say sorry only when they mean it. Secondly, pehle text ker k mahol check ker lena chahiye..
hmmmmmmmm, meri life mein bohat kam loug hein sooooooooo, aise situation kbhi nahi aye.
truly speaking, people on SD, my family like my siblings and my parents and aik sweet si khala, us ke ilawa koi special loug nahi hein jin se naraz ya razi hua jaye so aise situation kbhi aye nahi.
haan me mail ker ke ya msg ker ke he sorry kerti hoon, in person nahi hoti, kyon ke woh insan in person available nahi hota na .
me sorry kerney mey pehal nahi karta hamesha samney wala hy karta hai
Out Of Form
yeh kis ko kaha ?
Out Of Form
me kerti deti hoon sorry meri galti ho na ho phir b ker deti hoon..coz me kisi se zada dair naraz nai reh sakti na kisi ko naraz dekh sakti...so bol deti..txt per ph per pas ja ker kaisay b ker k mana leti hoon
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....