Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 14

Thread: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    Mohabbat Naam Ka
    Jo Jazeera Hai

    Wahan Jana
    Paray Jo Tum Ko

    Hamari yaad Ko
    Saath Le Lena

    Suna Hai is Jazeeray Par
    Kabhii Do Hans Rehte Thay

    Woh ek Dujay Ki aankhon
    Me Khuwab Chuntay Thay

    Wafa K Tane Bane Reshmi Batoo'n Say Buntay Thay

    Phir eik Roz Ki
    Tajdeed
    Bhi Karte Thay

    Mager Rut K
    Badaltay
    Hi Hua aisay

    Woh Dono Mukhtalif
    Samton Me Chal Nikle

    Suna Hai Phir ek Sath
    Dono Ko Nahin Dekha

    Mohabbat Naam Ka
    Jo Jazeera Hai

    Wahan Jana
    Paray Jo Tum Ko

    Toh us Tanha
    Shajar
    K Pass Bi Jana

    K Jis Ki Sari Shakhon
    Kay Libaadoo'n Par

    Her Janib Kisi Ka
    Naam Likha Hai

    Suna Hai

    Likkhnay Waka Zindagi
    Bhar
    Kuch Nahi Likh Paya

    Woh apnii ungliyoo'n Per
    Khoon
    Ki Mohren Laga Betha Hai

    Muqadar Daar Kar Baitha
    Woh Khud Ko Haar Baitha

    Mohabbat Naam Ka
    Jo Jazeera Hai

    Wahan Jana
    Paray Jo Tum Ko


  2. #2
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    VaMp1r3.IslAnD
    Age
    34
    Posts
    416
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    great sharinG


    thnx 4 sharing



  3. #3
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~


    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    apne ghar mein sach.....bolrahi hoon
    Posts
    19,369
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    11 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~


  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    achi hai lakin itni mushkil se parhi hai chotay baray lafz ne maza kharab ker diya appo
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

  6. #6
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    hmmmmmmmmm, beautiful

  7. #7
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    :clap:
    khoobsuratt


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  8. #8
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    haan naazo.. rano thek kehri hay.. gap b kam karo aur words thek kardo plz.. tab sahi se perhi jaegii

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    ab maine sahi kardi hai.

  10. #10
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: ~ Mohabbat Naam Ka Jo Jazeera Hai ~

    Suna Hai

    Likkhnay Wala Zindagi
    Bhar
    Kuch Nahi Likh Paya

    Woh apnii ungliyoo'n Per
    Khoon
    Ki Mohren Laga Betha Hai
    ye lines behad pasnd aain mujhe.. bcoz i am going to quit writing..
    excellent .. and thank u for such a quick response.
    Last edited by Killer; 29-12-2010 at 08:07 PM.

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •