Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 19 of 19

Thread: Mohabbat Kadah Competition January 2011

  1. #11
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    bas mughy or nahi pata


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  2. #12
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    Quote Originally Posted by SanoriTa View Post
    i think


    na itna qurb ho k wo shaks hum se bezar ho jaye
    or
    na itna falsa ho k wo hamry bina hi jeena seekh le
    Muhabbat mein balance zaroori hai....
    Soch achi hai lakin yeh batana chahti..... jab kisi se sachi muhbbat hoti hai tu us shakhs se kabhi bezar nai hotay...her waqt usi k qurb ki zaroorat rehti hai .. dil kerta hai keh wo sakhs ap ki ankhon k samnay rahay.... tu bezariyat kaisi phir muhbbat main....

    sorry her ik ka apna point of view hota hai...per main u k comments per pup nai reh saki sorry santo
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Mohabbat Kadah Competition January 2011

  3. #13
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    Quote Originally Posted by ~*Rano*~ View Post


    Soch achi hai lakin yeh batana chahti..... jab kisi se sachi muhbbat hoti hai tu us shakhs se kabhi bezar nai hotay...her waqt usi k qurb ki zaroorat rehti hai .. dil kerta hai keh wo sakhs ap ki ankhon k samnay rahay.... tu bezariyat kaisi phir muhbbat main....

    sorry her ik ka apna point of view hota hai...per main u k comments per pup nai reh saki sorry santo
    ahan..

    mughy pata ni na aese hi kaha

    ye baat to sahi hai k jis insan se Muhabbat hoti hai usy bezzariyat ni hoti per kabhi kabhi aesa hota hai k uss insan ko accha ni lagta k hum inter fare karein kabhi kabhi tanha rehny ka b dil cha sakta hai
    to ye samjhna zaroori hai bijaye is k
    ky uss k har mamaly mein hum zabardasti intefare karein beshak humein ussy Muhabbat hai per kabhi kabhi khamkha ka qurb jhanjhalat deta hai....


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    nai aisa nai hai santo....aisa wo shakhs ker he nai sakta..ager us ko b ap se muhbbat hai tu...wo khud chahay ga keh ap us ko haq se roko...apna haq jatao..us ko mana karo...us k mamlaat main us ki baat suno us ko sahi mashwara do....


    sachi muhbbat kernay walay...tu bas her her cheez se muhbbat kertay hain..her her ada se muhbbat kertay hain her her baat se muhbbat kertay hain......
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Mohabbat Kadah Competition January 2011

  5. #15
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    rano and sano yeh competetion hai new thread mein karlo na discuss:Rosee:
    Alhamdullilah

  6. #16
    Join Date
    Sep 2009
    Location
    Ankhon par
    Posts
    338
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    its natural .... is shair se agree karti hoon ...

    insan ki nature mien hai jab tak us k pass uski pasand ki cheez nahi hoti wo usey paney k liye bohat koshish karta hai ... aur ussey ehsaas bhi hota hai k wo us k liye kitna zaroori hai ... jab usey pa le aur wo hi cheez us k har pal sath rahey to usey ek burden sa bhi lagney lagjata hai .... peecha churanay ka bhi soch leta hai aur kabhi kabhi peecha chura bhi leta hai....

    Mohabbat mien do insaan bhi aise hi hien .... fasla hota hai to milney ki tarap rehti hai ...aur jab milty hien to ek sakoon milta hai .... lkn us sakoon ko kitna barkarar aur kab tak rakhna un dono insan pe hota hai .... zaroori hai k dono ko ek dusrey ko space dena issey mohabbat aur rishta mazboot hota hai ... qadar hoti hai ek dusrey ki feelings ki .... mohabbat mien ek pal ki durri bhi bht lagti hai lkn ussi pal ko accept karlien to milney par us ek pal ka ehsaas tak nahi rehta .....

    is lihaz se mohaabat mien thoda si duri rakhni chayeh takey dono khud ki feelings ko ek dusrey k liye samjh sakey itna to fasla rakhna chayeh .....

    P@L@K

  7. #17
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    50% agreed krti hun,coz qurbat me ziada mhbt bharti hai,mgr sum time ziada qurbat me izahr-e-mhbt km krte hain,achhi baten ziada manzar-e-aam per aa jati hain,jabke door jaa kr mostly insan achi baten aur achhi yaden he yad rakhta hai...mgr kuch log pass reh kr ziada qareeb ho jate hain...ye wo log hote hain jo zindgi k dukhon ko bhula kr muskrana jante hain...
    maine apne zati views add kiye hain,lazm ni k ap me se koi agree kre...
    keep smiling.........

  8. #18
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    karachi
    Posts
    13,250
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011

    agreed

    jab muhabbat bohat zayada ho jate hai to judai ka tassawar bhee

    jan leva hota hai thore dair ki durii bhee bohat zayada lagte hai .yeh

    sahe hai k ahista aihesta thehrao aa jata hai but milan k sath he

    judai ka khayal he jaan leva hota hai jo har pal dil main rehta hai k

    kahe koe lamha humare judai ka na ban jae .,,,,,,,,,,,,,,,,,

    ise k sath mohabbat main jamoud mean circle main qaid ho kar nae

    raha ja sakta kabhee kabhee apnay hone aur apni mohabbat ki shidatt

    ko janne k liye kuch arse ki duri hone he chae
    ..............
    rain?t1311176404 - Mohabbat Kadah Competition January 2011


    Yaad Teri Orh Ker Main So Gaya
    Khawab Ka Der Khul Gaya Barish Ke Baad

    Chand Dekh Ker Badloon Ki Qaid Main
    Ik Sitara Ro Deya Barish Ke Baad




  9. #19
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition January 2011


Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •