Page 1 of 4 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 39

Thread: KhaNa khazaNa

  1. #1
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default KhaNa khazaNa

    Asalam u Alaikum

    mein kya keh rahi thi k mughy dare mila k mein thread laga k sab ko batau kii mughy aj khana na pakany per bhtt si mar pari
    to mein ne bata dia:bleh::bleh:

    ab lagy haath ap sab ye b bata do kabhi aesa hua kii khany mein namak wagera ziada hony per Ami ne danta ho ya phir koi insult wagera:y:

    mein itny pyaaar se khana banati phir b pata nhai kiun Namak taiz ho jata hai koi salution ho to bataye zaroor


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  2. #2
    Join Date
    Apr 2008
    Age
    39
    Posts
    630
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    1159 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: KhaNa khazaNa

    Walaikam Asalaam ...

    hmm .. mere khayal se to yeh aap ko koi dare share nahiiN mila .. ... haaN albatta yeh daring zaroor hai k aap ne itna bata diiya k aap ko aaj maar parii hai ... ...

    aor Namak ka solution yeh k ...
    khana pakate waqt namak yeh soch ker daala kareiN k yeh khaana aap ko bhii khaana paR sakta hai ...




    Jo baateiN keh nahiiN sakta
    unheiN maiN farz kerta hooN
    chalo maiN farz kerta hooN
    mujhe tum se mohababt hai !!!


  3. #3
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: KhaNa khazaNa

    arey meri easonita ..

    koi baat nahi chanda ..namak taiz ho to MENTAL level bhi taiz hojata hai

    maar perna koi bari baat nahi hai chanda ....pertumney batay anahi k maar laatto'N se Pari ..jottoo'N se pari ya mukkooo'N se mazah liya hai ..
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  4. #4
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: KhaNa khazaNa

    ops ghalti hogaie ..

    sheem zara samney aao ....mujhey tumhari khaber leni hai ...
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  5. #5
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    shehr-e-zaat
    Posts
    2,559
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    36 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: KhaNa khazaNa

    WALAIKUM ASALAM

    u ko mar mari

    jhoot maar pari hty to ye hilti hui zaban ander hoty bahar nahi

    main khana bnaty hi nhe
    394999 198367593589296 174133136012742 401622 1270652005 n large - KhaNa khazaNa
    ~I can't change fOr anybOdy~

  6. #6
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: KhaNa khazaNa

    pari
    tum khana nahi banateen
    mujhey pehley hi tumki post count se andazah hogaya tha ..kuch to baat hai jo yeh postaanz itti juldi juldi hojati hain ...


    sheem zara samney aao .....mujhey tumhari khaber leni hai ..
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: KhaNa khazaNa

    Quote Originally Posted by Saffroni View Post
    ops ghalti hogaie ..

    sheem zara samney aao ....mujhey tumhari khaber leni hai ...
    Oye mene kia kiya hai jo meri kjabar leni hai

  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: KhaNa khazaNa

    Quote Originally Posted by Saffroni View Post
    pari
    tum khana nahi banateen
    mujhey pehley hi tumki post count se andazah hogaya tha ..kuch to baat hai jo yeh postaanz itti juldi juldi hojati hain ...


    sheem zara samney aao .....mujhey tumhari khaber leni hai ..
    Acha dare mila hona

  9. #9
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    2,062
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: KhaNa khazaNa

    shadi say pehle jo bhi mere khane mein koi ghalti nikalta main us k baad khana nahin banati thi ;-)
    mager shadi k baad mian g aisay mile hain k her cheez ghar ki khani hai :-(
    so main aksar kitchen mein hi pai jati houn :-(
    mere mian g ki achi baat yeh hai k khane mein nuqs nahin nikalte jaisa bhi bana ho kha lete hain so ab koi dant nahin parti :-)
    2r2lpc4 - KhaNa khazaNa

  10. #10
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,943
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: KhaNa khazaNa

    wah rahat bari lucky ho u tu

    u ka tu na ane ka samaj ata k bzy kitchen mai u k mian g kidar gaib hogae

Page 1 of 4 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •