Results 1 to 4 of 4

Thread: "Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai...

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    In HearTs
    Posts
    2,954
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default "Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai...

    "Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai...
    aaj phir dil ko tarapne ki lagan kaisi hai...

    ab kisi chhat pe charagon ki qatarein bhi nahin...
    ab tere shehar ki galiyon mein ghutan kaisi hai...

    baraf ke roop mein dhal jayeinge saare rishtey...
    mujh se poochho muhabbat ki agan kaisi hai...

    mein tere wisal ki khuwahish ko na marne doonga...
    mausam-e-hijar ke lehje mein thakan kaisi hai...

    regzaron mein jo banti rahi kaanton ki rida...
    us ki majboor si aankhon mein kiran kaisi hai...

    Mujhe Masoom si Pagal Larki Pay Taras ata hai
    usey dekho to muhabbat mein magan kaisi
    25gs2uu - "Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai...
    Jhoot Kahoon To Sub Kuch Hai Mere Paas........!
    Aur Such Kahoon To Ek Tere Siwa Kuch Bhi Khaas Nahi........!

  2. #2
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: "Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai.

    mein tere wisal ki khuwahish ko na marne doonga...
    mausam-e-hijar ke lehje mein thakan kaisi hai...


    bahout khoobsoorat intekhaab ..
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  3. #3
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: "Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai.

    " mein tere wisal ki khuwahish ko na marne doonga..
    mausam-e-hijar ke lehje mein thakan kaisi hai..!
    " Wah bhai Wah bahut Khoob.
    Bara dil ko sukoon mila. Masha Allah.


    " Main Samunder ke Seene pe Chattan tha,
    Raat ek Mauz Aaye Baha Legayi"
    Last edited by R. M. Dixit; 22-01-2011 at 10:22 PM.

  4. #4
    Join Date
    May 2010
    Location
    sea of thoughts
    Posts
    14,707
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: "Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai.

    bhttttttttt khoobsorat sharing.....


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •