once in life we all regret over something which we had once done and now we wish that we could go back and do it over
aapki life mein aisa koi aik kaam jiska aapko aaj be pachtawa ho aur aap dobara karna chahein??
please share!
when I solve others' problems, Allah solves mine
there are some regrts in my life but i dont want to repeat them... i have left every thing on destiny.....
nice thread achi lerki ..
well ..kuch itna seriously masla kadi vi nahi huwa ..haan per kuch faisley aisey hotey hain jinhain hum chahtay hain k aik moqa mil jaiey to woh badal dain ..per faidah kuch nahi hota cuz jo waqt guzar gaya to apney saath sab lai gaya
well mujhey ager kuch badalna hai to ....merey khayaal se merey 9th k examz ..aur us main bhi chemistry ka paper .. ..i was quite upset ..kaafi tensed thi main kuch personal problems theen..aur mujhey itna ghussa tha k mainey paper ka revise hi nah i kiya ..jo pehley yaad kiya tha bas wohi likh dala .. aur jab paper deney bethi to ....dil ker raha tha k bas aankh khul jaiey ..yeh aik khuwaab ho ..Allah Allah ker k paper kerliya per poora time aankhoo'N se ansu aatay rahay ..is se andazah laga sakti ho k percentage per kitna farq perta hai aur hum to hain bhi aisey k aik ya do number no compromise
bas yahan per dil kerta hai k woh na hota ..ager woh na hota to shayad bahout kuch na hota ..its like a chain
Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab KiSeh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki
aray achi lerki ..pyaari lerki
ab u bhi to daso apna experiance
chaitee chaitee m waiting
Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab KiSeh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki
hmmmmmmmm....nahi aisa to kuch v nahi hua