khayal bhot acha hai bhot achi likhi hia.
wO hai khushi ka Aalam ?
Ya hai dukh ki wajah ?
mujhE dEkh kar wOh muskuraYen gaY
kabhi mujhkO dEkh k wOh hans parEin gaY
mEre PAPA jab mujhkO rukhsat kariEn gaY
wOh yE sOch kar aaj khush hO rahE thaY
mEin dulhan banOon gi to aisi lagoOn gi
mEin dulhan banOon gi to waisi lagoOn gi
aur YE suntaY suntaY jO aankhEin dikhi mujhkO
chashmaY k pEEchaY wOh janaY kYOn nam thEEn
mEin jab bEth-ti hOon to YE sOchti hOon
mEre Papa jab mujhkO rukhsat karEin gaY
mErE maathaY pEr ek bOsa to dEin gaY
mErE gaalOn kO zOr sE kheench dEin gaY
Aur apni AnkhOn mEin chashmaY k pEEchaY
wOh AnsoO chupaanaY ki kOshish karEin gaY
: )
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
khayal bhot acha hai bhot achi likhi hia.
hmm
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
very nyc...
thank u : )
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
appreciated.. well written
thank u
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
v nice
hmm
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
khoobsoorat jazba , khoobsoorat khayaal
Bahout acha likha hai ..Her baap apni beti k bicherney k ehsaas ko muskurahat main badalnay k koshish kerta hai ..per kaheen na kaheen zabt ka bandhan toot jata hai .. aur nami , behta pani ban jata hai
May Allah bless u and ur father
Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab KiSeh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki