Results 1 to 6 of 6

Thread: Fitrrat aorr Hallat main Tassadam

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Fitrrat aorr Hallat main Tassadam

    Asalam o alaiko,,,,,

    Pichllay dinoo aik shair Nigah say Guzzraaa...abi net on kia to wahi zehhan main
    aa giiaaa....socha Issii par Thread lagaooo.....

    Fitrrat Aorr Hallat Main Tasaddam hai warnaaa
    Insan too sabhii aik sayy hoottay hainnnnnn

    I think kuch aisay hi tha shair....

    any wayyyy

    i fully agree to poet..Fitrrarr too sabb insannoo kia takrrean ik sii hii hottii haii

    Bass hallat ki wajjaa sayy insan majboor ho jata haiii..

    Mera sawal yeh hai kehh Insan ki Fitrrat main Burraii Shamil haii yaa phirr

    Hallat Insan ko Gunnahh,jurram waghairaa kii tarrf Dhakaill Daitay hain?

    .....................

    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  2. #2
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Fitrrat aorr Hallat main Tassadam

    main nai to Hadees-e-Pak main Suna jis ka Mafhoom hai " Insaan ka sab say Baray 2 Dushman hain Nafs aur Shaitan" Gunah ya to Nafs ki taskeen k liye kiya jata hai ya Shaitan k behkaway main anay par .. Halaak ka kahin zikar main nai suna ... agar Nafs aur Shaitan Dono Insan k Control main to halaat chahay kaisay bhi hon Gunah Sarzad nahi ho sakta yeh Pakki Thakki baat hai
    haters gonna hate - Fitrrat aorr Hallat main Tassadam
    Hum Chalay Zamana Jalay
    gifbinhatersgonnahate - Fitrrat aorr Hallat main Tassadam

  3. #3
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Fitrrat aorr Hallat main Tassadam

    Quote Originally Posted by Mr.Bean View Post
    main nai to Hadees-e-Pak main Suna jis ka Mafhoom hai " Insaan ka sab say Baray 2 Dushman hain Nafs aur Shaitan" Gunah ya to Nafs ki taskeen k liye kiya jata hai ya Shaitan k behkaway main anay par .. Halaak ka kahin zikar main nai suna ... agar Nafs aur Shaitan Dono Insan k Control main to halaat chahay kaisay bhi hon Gunah Sarzad nahi ho sakta yeh Pakki Thakki baat hai
    Balikoll sahii kahaa hai.....

    Nafas ko controll karr lain too kuch b ghallat naaa hoo..rahaa Shaitannn
    uss kaa kaam to Behkannaa haiiii

    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  4. #4
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Fitrrat aorr Hallat main Tassadam

    w.salam
    Shair bahout acha hai ..aur is per her aik ka apna aik nazariya hosakta hai

    but agreed with bean ... aur jahan tuk baat hai halaat ki to ..to halaat ko sanwaarna aur bigaarna insaan k apney haath main hai ..aur fitrat bhi mera nahi khayaal aik si hoti hai ...insaan ko Allah Pak ney Ashraf-ul-makhlooqaat ka derjah yun hi to ata nahi kiya na ..us k bas main halaat ki paicheedgiyon ki samajhney aur unhain behter tareeqay se nibhaanay aur badalnay ki taqat di hai ..bas yeh halaat ki noiyat per hai k woh kitni dair main sulajh sakta hai aur kitna time leta hai
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  5. #5
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Fitrrat aorr Hallat main Tassadam

    Quote Originally Posted by Saffroni View Post
    w.salam
    Shair bahout acha hai ..aur is per her aik ka apna aik nazariya hosakta hai

    but agreed with bean ... aur jahan tuk baat hai halaat ki to ..to halaat ko sanwaarna aur bigaarna insaan k apney haath main hai ..aur fitrat bhi mera nahi khayaal aik si hoti hai ...insaan ko Allah Pak ney Ashraf-ul-makhlooqaat ka derjah yun hi to ata nahi kiya na ..us k bas main halaat ki paicheedgiyon ki samajhney aur unhain behter tareeqay se nibhaanay aur badalnay ki taqat di hai ..bas yeh halaat ki noiyat per hai k woh kitni dair main sulajh sakta hai aur kitna time leta hai
    Hallatt Koo Bananaa aorr sanwarnaa insann kay Hath main hotaa too..sab sahii hotaaa,,,Bohatt sarii cheezzain Hamaray bass say Bahir hotii haiin,,Bohat Kuch ham karnaa to chahttay hain but Hallaat ki waja say nahi kar sakttayy,,,,,,

    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  6. #6

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •