Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 17 of 17

Thread: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

  1. #11
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Karahci
    Posts
    67
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

    nice onw Sahil...

  2. #12
    Join Date
    Nov 2010
    Location
    City of Rain And Tears
    Posts
    1,926
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

    Tere Husn se hun parishaa boht
    Tareef krun to munkir tehrun, na krun to beqaraar rahun

    aray wah killer jee ..yeh lines to udham hain ...mutbal inse me k zehan main dekho to kia yaad agaya ...

    Iqraar bhi mushkil hai ,
    chup reh bhi nahi saktay
    Majboor hain Uffff Allah..
    Kuch Keh bhi nahi saktay




    yeh situation personally mujhey bahout achi lagti hai .. uff..khoobsoorat likha hai killer jee.. wesey to main itna likhti nahi bas perhti hi hoon .. but fir bhi me ko laga



    Sare zamane se tor lun naata,
    tere gird zindagi basa rakhun


    ko aisey likhtey ager to ;-s..mutbal k ager to farz nahi


    Sare zamane se tor lun naata,
    tere gird zindagi main basa rahoon


    woh noon ghunnay wali sound to match kering ;-s but aapney rahoon aur keroon ko use kiya na ;-s..me ko rekhoon hazam nahi horaha hai ..wesey hazma theek hojaiega itna zuroori nahi bas phir bhi adat hai kia keroon
    bura to khair aapko lagega nahi ..acha lagay to bataiyeyga
    khush rahiay aur likhtey rahiay
    yeh mainey awaeen kehdiya ..aapney waqai acha likha hai ..meri qaabliyat per shak mut kijiayga
    Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab Ki
    Seh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki

  3. #13
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    pakistan
    Posts
    1,238
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    338 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

    nice

  4. #14
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

    Quote Originally Posted by Saffroni View Post
    Tere Husn se hun parishaa boht
    Tareef krun to munkir tehrun, na krun to beqaraar rahun
    aray wah killer jee ..yeh lines to udham hain ...mutbal inse me k zehan main dekho to kia yaad agaya ...
    Iqraar bhi mushkil hai ,
    chup reh bhi nahi saktay
    Majboor hain Uffff Allah..
    Kuch Keh bhi nahi saktay


    Thank you. . relate to sai kia hay wese
    thank u again
    yeh situation personally mujhey bahout achi lagti hai .. uff..khoobsoorat likha hai killer jee.. wesey to main itna likhti nahi bas perhti hi hoon .. but fir bhi me ko laga


    Sare zamane se tor lun naata,
    tere gird zindagi basa rakhun


    ko aisey likhtey ager to ;-s..mutbal k ager to farz nahi


    Sare zamane se tor lun naata,
    tere gird zindagi main basa rahoon


    woh noon ghunnay wali sound to match kering ;-s but aapney rahoon aur keroon ko use kiya na ;-s..me ko rekhoon hazam nahi horaha hai ..wesey hazma theek hojaiega itna zuroori nahi bas phir bhi adat hai kia keroon
    bura to khair aapko lagega nahi ..acha lagay to bataiyeyga
    khush rahiay aur likhtey rahiay
    yeh mainey awaeen kehdiya ..aapney waqai acha likha hai ..meri qaabliyat per shak mut kijiayga

    nahi tum ne bilkul theek point out kia. mujhe ai aur "shair" ne ye bataya tah..
    isme mistake hai, baher,haal , note karlia hay ainda khyal rakhunga..
    ji koi positive way mai appreciate kare aur ghalti bhi batae to acha hi lagta hay , mistakes well wisher hi batate hain. thank you for that

    u ki qabliyat per shak kesa ? qabliyat hoto shak karun na .....
    thank you once again
    [/QUOTE]
    Last edited by Killer; 19-02-2011 at 02:33 AM.

  5. #15
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    MERI JANAT............
    Age
    34
    Posts
    17,214
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    175 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

    zbr10 hai
    نہ جانے ہم کہاں گم ہو چکے ہیں ....
    جو ممکن ہو -- تو ہم کو ڈهونڈ لاٶ ...

  6. #16
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

    Accha likha haiiii
    ye shair kuch ziada hi accha hai:clap:

    keep it up

    log kehte hain mohabbat mai mehez dard rakha hay
    Aa... keh Tujhe pa ke sabko sharmsaar karun


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  7. #17
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: Tere Husn Se Hun Parishaan Bohat

    Quote Originally Posted by Sky Angel View Post
    zbr10 hai
    thank you

    Quote Originally Posted by SanoriTa View Post
    Accha likha haiiii
    ye shair kuch ziada hi accha hai:clap:

    keep it up

    log kehte hain mohabbat mai mehez dard rakha hay
    Aa... keh Tujhe pa ke sabko sharmsaar karun
    Thank you santi

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •