Quote Originally Posted by Saffroni View Post
awww ..great job aloney

me ko bhi quiz ka intezaar rehta hai ..kabhi kabhi to dimagh ki cholain hil jati hain

khabernama lagega bas thora admin team k sab hi members taqreeban bz hain jee

aur admin team main sab k baray main bataona ..nazo and sheema mazi to humki jaan hain aur rano ser phiri khala jaan hain
Thank u so much saffo
hehehe Quiz kaisa v ho Demagh ko hila kar hi rakh deta hai kambakht
sab k baare main innna janta nahi warna sab k shan par tube light ki roshni zaror dalta