Results 1 to 4 of 4

Thread: Ghazal: Ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamara

  1. #1
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    cute Ghazal: Ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamara




    Meri zindgi hai zalim tere gum se aashkara
    Tera gum hai der-haqiqat mujhe zindgi se pyara.

    Ye agar bura na mane to jahane - rango- bo main
    Main sakune - dil ki khatir dhoond loon sahara.

    mujhe aa gaya yakin-sa ki yahi hai meri manzil
    Sare raaha jab kisi ne mujhe dafatan* (* achanek) pukara.

    Main bataon ferk naseh, jo hai mujh main aur tujh main,
    Meri zindgi talatum* teri zindgi kinara.
    * flood main

    Koi E ' Shakeel' dekhe, yeh janun nahin to kya hai,
    Ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamara.

  2. #2
    Join Date
    Aug 2010
    Posts
    24,389
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Ghazal: Ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka ha

    meri zindigi talatum.. teri zindigi kinara..

    wah.. zbardast peeshkash..

  3. #3
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Ghazal: Ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka ha

    bht khoob


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  4. #4
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    cute Re: Ghazal: Ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka ha

    Quote Originally Posted by SanoriTa View Post
    bht khoob
    Shukriya SDanorita aapki
    tavazzo aur daad ke liye.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •