Jhoont kyon bole faroge-maslhet ke naam pe,
Zindgi pyari sahi lekin hamain merna to hai
Well said...
nice poetry...
thx...
Lab pe pabandi nahin ehsaas pe pahra to hai
Fir bhi ahle - dil ko wale-basher kahna to hai.
Apni gairet bech dale apni maslek (Icha) chor de
Rahnumaon mai bhi kuch logon ki ye mansha to hai.
Hain jinhe subse jyada watan pe fida ka dawa
Aaj unki vajeh se hubbe- watan rusva to hai.
Bujh rahe hai ek ek kerke akeedon ke diye
Is andhere ka lekin saamna kerna to hai.
Jhoont kyon bole faroge-maslhet ke naam pe,
Zindgi pyari sahi lekin hamain merna to hai.
Jhoont kyon bole faroge-maslhet ke naam pe,
Zindgi pyari sahi lekin hamain merna to hai
Well said...
nice poetry...
thx...
A single rose can be my garden... a single friend, my world.
nice..
Nice sharingg
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Rm bhai choti si mistake hui hay..
Apni gairet bech dale apni maslek chor de
Rahnumaon mai bhi kuch logon ki ye mansha (Icha) to hai.
Mansha = icha (in hindi)
selection appreciated keep it up
ahhha very nice
Hi Frieds Bhoot, Flavia, AKiller,
Killer and Afshii,
Shukriya ghazal pe tavazzo dene ka aur
daad dene ka. so nice of u.
Nice sharingg
__________________