Kitni girhein kholi hai maine
Kitne girhein ab baaki hai
paao mein payal
baho mein kangan
gale mein hansli,
kamarband, challe aur bichuye
naak kaan chidwaye gaye
aur zewar zewar kehte kehte
reet riwaaz ki rassiyo se mein jakri gayi
kitni tarah mein pakri gaye
ab chhilne lage hain haath paao
aur kitni kharashe ubhri hai
kitni girhein kholi hai meine
kitni rassiya utri hai
aang aang mera roop rang
mere naksh naine
mere bol ??
meri awaaz mein koyal ki taarif hue
meri zulf saap meri zulf raat
zulfo mein ghata mere laab gulab
aankhein sharaab
ghazalein aur nazmein kehte kehte
main husn qur ishq ke afsaano mein jakri gayi
kitni tarah mein pakri gayi
mein poonchoo zara
aakhomein sharab dikhi saabko
aakaash nahi dekha koe
sawan bhado to dikhe magar
kya dard nahi dekha koe
?? ???? phan ki jhili si chadar mein
but chile gaye uryani ke
taga taga kaarke poshaaq utari gaayi
mere jism pe phan ki mushq hue
aur aap panha kehte kehte
sange marmar pe jakri gayi
batlaye koi... batlaye koi
kitni girhein kholi hai maine
kiti girhein aab baaki hai
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
very nice...
zabradst
There is no good or evil,there is only power and those
too weak to seek it!!
thank u
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
so nice
Wah zabardast
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
i hate tears but...
Aaj tak tumne jitne b threads banae hain..Eng / urdu poetry ke.... sab maise ye best hai , and it relates to my in a way...
thank you.
Last edited by Killer; 28-03-2011 at 01:36 PM.
mujhE bhi aj tak aisaY cOmpliments kbi nhi milaY : )
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.