Results 1 to 9 of 9

Thread: Urdu Writers Competition April 2011

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    snow Urdu Writers Competition April 2011



    Is Baar App ko "Jhoot" per likhna hai...Jhoot aik Masherti buriye hia...jis main hum app sub shamil hian..app apni Tehreer main Jhoot se hone wale Asraat ke barey main bataye gai.

    Rules :


    1 ... Aik member aik he bar Share Karsakta hai.
    2 ... Aik jaisa mat share kijeye ga.
    3 ... Comp ki last Date 21 April hai.

  2. #2
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011

    Jhoot Aik Aisi Beemar Hai Jo Insaan ko Deemak ki Tarhan Khaati Rehti Hai Aur USay Is Bat ka Ahsaas Bhi Nahi Hota, Is Beemari se Usi Waqt Chuthkara Paya Ja SAkta Hai Jab Insaan Khud Is Buraai ko Khatam Karne Par Amaada hu , Jhoot yaqenan kissi Mafaad k leye bula jata hai lehaza koshish kijeye k aap Sach se apna kaam nikal lain isi main Izzat hai ,aur waise bhi Quran Pak main hai k

    "JHOTON PAR KHUDA KI LAANAT HAI"

    lehaza insaan yeh soch le k agar Allah ki Laanat mujh par hai tu kya main kya dunyawi aur akhrovi hisaab se Musalman hun jab mera Rab hi naraz hai mujh se , Laanat ka matlb bata don , ( laanat kehte hain Allah ki Naimaton se Mehroom huna) ab insaan khud sochay k agar Allah ne Apni Rehmaton se hamay mehroom kar dya tu hamara kya thikana huga?

    har insaan apni apni jaga yeh soch lay tu Muashray main Sudhar paida hu sakta hai , aur jahan tak asraat ki baat hai tu janab hu sakta hai k waqti faida logo ko huta hu leken akhrat main us ka kya anjam huga woh khud bekhabar hain!

  3. #3
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011

    WRWB


    jhoot - Urdu Writers Competition April 2011

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011

    haaaaaaa appo kaya topic rakh diya...sherminda he ker diya hai.....

    kher

    main ais kabil nai keh ais cheez per likh sakon.....jis din ais kabil ker liya khud ko.....tu zaroor likhon gi.....InshaAllah...Allah wo din laye ga....InshaAllah


    baki dono tehreerien buht achi hain...Allah humien amal kernay ki tufeeq de...sher se mehfooz rakhay....Ameen
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Urdu Writers Competition April 2011

  5. #5
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011

    Aameen...

    topic boht hi acha hai ,i hope achi aur relevant tehreer parhne ko milin aage bhi...

    about me, the ONLY thing that i consider gud abt my self is.. mai jhot nai kehta, no matter what..
    per is bar mai nahi likhunga kuch isper.

    All the best to evry participant,
    gud luck /up

  6. #6
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011

    jhoot perr baat nikli tu kafi garma garmi ho jaye gi yahan
    kyunke mujhe jhoot se sakht nafrat hai

    behter hai kuch na hi likhon koi seh nahiin paaye ga
    Alhamdullilah

  7. #7
    *resham*'s Avatar
    *resham* is offline بابا کی گڑیا
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    ممہ کہ دل میں
    Posts
    40,298
    Mentioned
    32 Post(s)
    Tagged
    4710 Thread(s)
    Rep Power
    21474891

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011

    bada acha topic hai es dafa k naz sis dunya main burayi ki jard hai jhoot inshALLAH ab sD sahi hai tu amin b bhut jaldi share karongi kisi na kisi ko parh kr yaha k topic ebrt tu milegi or hidayat b v nyc topic really....

  8. #8
    *resham*'s Avatar
    *resham* is offline بابا کی گڑیا
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    ممہ کہ دل میں
    Posts
    40,298
    Mentioned
    32 Post(s)
    Tagged
    4710 Thread(s)
    Rep Power
    21474891

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011

    Jhoot

    kaya sunna chatey ho aap Jhoot k baary mai k ya jhoot ek dimak hai jhoot ek burayi hai jhoot buri adat hai bimari ahi etc...

    Ye tu ham sab jantey hi hai fir b kiuyn jhoot boltey hai log it's a big point...?
    ye ayesa kiyn hai jiska jawaab tu hai pr uska elaaj nahi hai kiun k hamre ander ki burayi hamne dkhna chourd di ya fir uski salahiyat krna chourd di...

    Jhoot sirf es ek lafz ne kayi zindaghi tabh kerdi jhoot bolney waley kitnia asani se bol letey hai unke emaan kiyn etne kamzour hai? q log apni garz uar faidey aur matlab k liye bewaja jhoot pr jhoot boltey hai? kiyn jhoot boltey b hai tu es had tak k unke zameer mar jatey hai ezzat hon ya zindagi ya daolat ya mohbbat sab se khilwaar hota hai kiyn kiuyn kiuyn kiyun.....? eska kiuyn ka jawaab hai b tu be maani hai kiyn k mera ek kiuyn na halaat badleyga na insaan na jhoot ko na jhoot bolne walon ko....

    Jhoot ki es dunya mai main such ki raoushni mai kaha se laoun ..?
    kaha tak main thakki ankhon se bebas hoker insaan k jhoot ko dekh kr b jaan ker b k ye insaan jhoota hai kuch nahi ker sakti kiuyn aami kiuyn main ne apni ammi se pocha jab mujhey jawaab anhi mila tu bebasi k ansoo roti jaoun kaha tak main jaan ker b k ye insaan jhoota hai ya ye dunya k kuch log dekh ker b hayeraton main khud ko qaid kerlo aur jhoot bolney waley besharmi ka hijaab pehn ker jhoot k naqaab main apna chaira ayesa chopatey hai k dunya tu khair ALLAH paak ka khouf b un k dilon ko chota tak nahi zang lag chuka hai unke dilon main kitne kamzarf hai unke eradey ayese log jinke dil main khufe khuda nahi zammer nahi un main ek sample si lrki kaya badal sako gi...?

    mar chuka hai unka zameer ammi jhoot k daldal main jahalat k ayine main wo apna chaira khood nahi dkehna chatey tu main kaise dikhao ammi es fasaad ka kaya kou hal nahi..? kaha tak aur kab aur kaise es kiuyn ka jawaab dhoondo? ammi ye dukh mujhe maar dalega mere ansoo nahi roktey meri sochein nahi thakti meri ankhein frebi chairo ko boola ker chain ki neend sona chhati hai main so nahi pati ammi meri achayi ka sila mujhye burayi amin mile such ka jhoot main wafa ka bewafayi main tu mera jic hhata hai unhe maar dalo mujhe gussa bhut ata hai mujh se berdast anhi hota aami mujhe batayiye na plz kaya main unhe saza do ya main khood ko saza don k main kaise agyi jhoot k freb main kaya ammi main bewaqoof hun waqqiyi? ammi kahyiye na plz....

    aami ne kaha beta kisi ne kaya khoob kaha hai khuda ne b us qaoum ki halat nahi badli na ho jinhe khyaal khood apni halat badlney ka main kuch nahi kr sakti un logon ka tu bhi kuch na ker bas saber ker ....
    hisaab tu zaroor honga Khuda ki adalat main main nahi le sakti kisi ki zaat se badla mere ander nahi tujh main kaisa main ne b bhut kuch dekha hai zindagi main beta meri sharafat ko main kaise maar don ayese logn k liye ?
    fir un main aur mere amin kaya farq rah jaiga ? main saaf dil dua ker sakti hun
    koi tujhey bewaqoof kahey ya kam aqal main es duna k nizaam badal nahi sakti na logon ko lekin ha shayad meri kuch achayi burayi ko kam kerdey ya ALLAH k khouf se hi unke soye howe imaan jaag jai khair lafz bhut chota hai aur baatein b ahem hai aur bhut saari main ne jo sikha hai meri ammi se wahi main kahongi

    k jahalt aur jhoot aur burayi ki dimak ko bahes ya larayi fasaad ya badley se nahi mita saktey ham buron k saath bhi acha sulook karo ye nahi dekhon k esne hamara bura kiya hai ye hamse bhut bhadur hai eski shatarat etni buland hai k ham bewaqoof ban gaye nahi beta wo insaan tu khood kamour hai bimaar hai uske haq main dua karo uske liye hidayat talab karo unhe rahem ki ham se zayeda zarorat hai usne hamarey liye haqad rakh ker hamrey liye munafiqat ki aur hamne gusse main aker use kuchal diya tu fir ham main aur uski jahalt aur burayi main kaya farq rah jaiga beta? ayese buzdil aur kamzour log bhut hai kaha tak larey gi aur badlna chahegi es burayi ko apne eklaaq bulan rakh husn eklaak ki hidayat dete hamarey rasool S.A,W aur ayese log hamdrdi k muhtaj hai bimaar hai ye log dawa k muhtaaj hai ye log kaya hamey mareygey beta ye khood mare howe hai zameer se dil se ikhlaaq se jinhey ALLAH se mohbbat nahi wo hamse kaya mohbbat nibhaige meri goriya ?....

    ammi ne mere ansoo pochey aur kaha jo gunah kerte hai shaan se aur shouq se unke liye dozakh ki aag hai wo unhe khood jalaigi unhe ALLAH saza denga aur unke Amaal ka hisaab honga aur ALLAH ki maar main tu awaaz b nahi fir ham apni larayi main shour sharaba kerkey apna tamash kiuyn banai apni mamoli taqaty ki numayish kaya kerna beta ye taqat fani hai ye dunya fani hai nafsa nafsi ka bazaar hai ye dunya kaha tak lareygi her baat bahes banke tamsha ban jaigi taqat wala tu beta ALALH hai saber ker wo khud faisla karega kiuyn k innALLAH maa sabereen aur es kiuyn ka jawaab ALLAH zaroor denga ek din such ki hi jeet hoti ahi aur hongi hamrey nabi ne tu kafron ko b maaf kerdiya tha hamra dil sache momin ka ban jai yehi ek sab se badi nayamt hai ese dimak na lagney de meri bachi ALLAH per apna aqeeda pukhta rakh mazboot rakh ALALH tere haq main kabhi kuch b bura nahi honga denga ye buzdil log jo jhoot ka sahara letey hai unse kaya darna resham jeet tu hamesha suchayi ki hi hoti hai ...

    such kehti hai na meri ammi unki baton se mujhey sukoon mila insaan jitne utni unki baatein zubaan per kis ki hukmrani chali hai jo ab chalegi baatein bhut hai lafz hai ek chota sa aur hazaar baatein lekin jeet tu sirf such ki hi hoti hai na girna buri baat nahi gir k uthne ka saleeqa sikha diya meri ammi ki baateon ne galti krna galt nahi hai galti ko dhurana galat hai apni achayi ko qaim rakho aur shataan maloon ki baaton main aker galt logon jaisa ban jana bhut galt hai esi liye bas etni guzarsih hai es jahalt ko qurani ayeton ki tafseel hatao fasaad se nahi inteqaam se nahi ....

    apni achayi se her burayi ko maar dalon na badlon un jahil logn k liye khood ko jineke emaan kamzour hai aur zameer mar chuke hai ham jab khood ko shai raah dikhaige tabhi tu ham dosron ko dikha paige kisi per ungli uthana bhut asaan ahi lekin apne girebaan main jhaak kr dekhna aur apni hi salahiyat kerna mushkil hai tu aye ALLAH mujhe mehfooz rakh hr jhoot se meri islaah ker aye khuda her burayi se aur hidayat dey unhe aur es jhoote daldal se nikaal dey take wo kisi ka bura kerne k chaker main zari si khushi k liye apni jannat na gawa de apne jhoote farebi amaal ki waja se khood hi jhanum main jaga na bana ley unhey hidayat dey ALLAH aur mujhey saber Ameen Summa Ameen...



  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Urdu Writers Competition April 2011


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •