Results 1 to 9 of 9

Thread: Mohabbar aur bardasht

  1. #1
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Mohabbar aur bardasht

    Jahan mohabbat hoti hai wahan bardaasht apke andar khud ba khud deray Daal leti hai..mohabbat ka ehsaas itna taqatwar hota hai ke insaan kuch bhi bardaasht karne ko tayar ho jata hai...Shayad Is liye kaha gaya hai ke mohabbat andhi hoti hai..

    agar app ke andar bardasht ki sense khatam hone lage aur aap toot kar bikherne lagein tab samajh lena chahiye ke ap ki mohabbat mein woh pehle wali shiddat woh beqarari baqi nahiin rahi..aur yahin se kisi bhi relation ki kamzori ka Agaz hota hai...rishte kisi tooti hui mala ki tarhan bikherne lagte hain...

    mohabbat insaan ko bardaasht karna sikhati hai yahan tak ke mehboob ki bewafayi bhi aap bardaasht kar jate hain ke woh khush rahe uski khushi apke liye itni ehem hoti hai ke apko uski judaayi bhi bardaasht ho jati hai..

    magar jahan bardaasht na ho wahan mohabbat nahiin hoti woh rishta jo mohabbat kehlata hai woh wahiin toot kar bikher jata hai..phir chahe jis se apne kabhi mohabbat ki ho woh door rahe ya paas koi faraq nahiin parta mohabbat tu kho jaati hai na..Isliye apni mohabbat ki qadar karein..rishta chahe koi bhi ho jahan mohabbat ho wahan bardaasht bhi honi chahiye..werna mohabbat kho jaye gi..khayal rakhiye..
    Alhamdullilah

  2. #2
    Join Date
    Aug 2010
    Posts
    24,389
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    nice

  3. #3
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    hmm jab ho gi tab dekhy gay:lolz:

    acchi soch hai gud


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  4. #4
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    thanx all
    Alhamdullilah

  5. #5
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    nice sharing





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    sahi...

  7. #7
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    Very nice



    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - Mohabbar aur bardasht

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD











  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    achaaaaaaaaaaaa aisa he hai shayed
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Mohabbar aur bardasht

  9. #9
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    kahyyyyyyyy doooooooor
    Age
    43
    Posts
    2,200
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    304 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Mohabbar aur bardasht

    Sahy khaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •