Bohatt aalaa janab
Hai bas ki her ek un ke ishare main nishan aur
Kerte hain mohabbat to gujerta hai guman aur.
Yaarab wah na samjhe hai na samjhege meri baat
De aur dil unko, jo na de mujhko zaban aur.
Tum shaher main ho, to hamain kya gum, jab
uthenge,
Le aayenge bazar se, jaa ker dile jaan aur.
Hai aur bhi duniya main sukhanwer bahut achhe
Kaahte hain ki 'Ghalib' ka hai andaze-bayan aur
Bohatt aalaa janab
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
one of the most famous poetry...
thank u
Shukriya Killer and Sarfaraz
aapne hamarei pesh ki Ghalib Saheb
ki ghazal ko tavazzo di aur daad se navaza.
Aap jaise kuch ek kaderdanon se hamara
gujara ho raha hai . Shukriya. Keep it up.