achi threer hai ....
keep writting dear
jaise karni waise bhurni..bilkul such..aisa he hota hia...leken kabhi dekhne main asia aya hai ke waldain itne ache hote hain or ulad najane ku bigar jati hia..tab bhi kiya waildain ka qasor hota hai ?
tehreer pasand karnay k liay shukriya Heer
aur Naz ap nay bilkul theek kaha k hamaysha aysa nhi hota...jaysay boht aam misaal hay yazeed ki woh bhi to ik aala ossaf k maaalik sahaabi ka byta tha.
aur sometimes parwarish mien waqai koi point nazarandaaz ho jaata hay..jaanay anjaanay mien.
aur insaan farishta to hay nhi k usnay kabhi koi galti ki hee na ho...ab nhi to kahin maazi mien aur phir ussay itna ehm na samjha ho k us par Allah say maafi maangay.
hamaaray maashray mien boht boht kuchh aysa hay boht say gunah jin k hum itny aadi ho chukay hien k hum un k baaray mien soochty hee nhi aur karty chalay jaaty hien......shayad issi wajah say maaashra itna bigar gya hay.
hmm,,,boht acha likha,,dheemay andaaz main achi or pur asar batain ki hain,,,makaafat e amal aik haqeeqat hay,,aik mohtasibana khud kaar nizaam hay,,jo OOper walay nay nafiz ul amal kr rakha hay,,,is tahreer ka asar mazeed pur asar ho! khush rahain or likhti rahain sameera/sumaira saahiba!
thank you so much Dreamer for so beautiful comment.
new writers ko boht zyada hosla afzaai ki zaroorat hoti hay.
thnx again
Assalam-o-Alikum WR WB
aap nay mery dil ki baato ko apni tahreer ka hisa bana liya nehyat hi umda aap nay likha hay , likhti rahya
FeamnAllah
true
bilkul sahi kaha hai u nay
zbrdst sharing